Video of this song from youtube
Saanson Ki Mala Pe Simroon Main Tera Naam - साँसों की माला पे सिमरूं मैं तेरा नाम
SingerSachet Tandon
Music byManan Bhardwaj, Nusrat Fateh Ali Khan
LyricistManan Bhardwaj, Meera Bai
Actor
Category
MovieYaariyan 2 (2023)
Lyrics of Saanson Ki Mala Pe Simroon Main Tera Naam - साँसों की माला पे सिमरूं मैं तेरा नाम
ho ho ho ho fikrein hain teri
itni hain ke bhool gayi khud ko
tere liye main jogan banke
ghoomun dar dar ko
aaja na tu isse pehle ho jaaun badnaam
saanson ki mala pe simroon main tera naam
apne mann ki jaanun aur tere man ki ram
saanson ki
saanson ki mala pe simroon main tera naam
saanson ki mala pe simroon main tera naam
ek hi dil hai ek hi jaan hai
dono main tujhpe vaarun
saamne baithe tu chhoone se pehle
main teri nazar utaarun
tere liye kuchh baatein likhi hai
tujhko sunaani hai
jismein tu raja main rani bani thi
woh kahani batani hai
ab toh aaja tu kab se hai yeh padi
maang meri sunsaan

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films