Video of this song from youtube
Saanson Me Kabhi Dil Me Kabhi - सांसो में कभी दिल में कभी
SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi
Music byR D Burman
LyricistMajrooh Sultanpuri
ActorVinod Khanna, Bindu
CategoryRomantic Songs
MovieParchhaiyan (1972)
Lyrics of Saanson Me Kabhi Dil Me Kabhi - सांसो में कभी दिल में कभी
sanso me kabhi dil me kabhi
nazro me raha karna
jag bairi ho to kya tum hum se wafa karna
sanso me kabhi dil me kabhi
nazro me raha karna
jag bairi ho to kya tum hum se wafa karna
jane pyar nibhana diwane dil ki lagi ke
jane pyar nibhana diwane dil ki lagi ke
kya hai mohabbat zamana
ham se ye sikhe pyar hamne kiya
pyar hamko sada karna
sanso me kabhi dil me kabhi
nazro me raha karna
jag bairi ho to kya tum ham se wafa karna
aaye khushiyo ka mausam
ki aaye gam ka mahina
aaye khushiyo ka mausam
ki aaye gam ka mahina
tumhi pe marna tumhare sang-sang hai jina
kabhi hoen na juda bas itni dua karna
sanso me kabhi dil me kabhi
nazro me raha karna
jag bairi ho to kya tum ham se wafa karna
jag bairi ho to kya tum ham se wafa karana

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films