Video of this song from youtube
Average Rating : 3.83
Total Vote(s) : 6
Please rate this song between 1 and 5 (5 being the best). Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Saavan Barasataa Hai - सावन बरसता है
aaya sawan, aaya sawan, aaya sawan
aaya sawan, aaya sawan, aaya sawan
savan aaya, savan barasata hai
savan barasata hai, savan barasata hai
tumse milne ko tumse milke bhi
tumse milne ko tumse milke bhi
ye dil tarasata hai, ye dil tarasata hai
savan barasata hai, savan barasata hai
aaya sawan, aaya sawan, aaya sawan, aaya sawan

thahar thahar jage man me lahar koyi thar thar tan kape aise
lahar lahar par bin manjhi ke naiya dole jaise
thahar thahar jage man me lahar koyi thar thar tan kape aise
lahar lahar par bin manjhi ke naiya dole jaise
jhum ke badal ghire tut ke barsi ghata
chum ke bhiga badan chhede ye thandi hava
savan barasata hai, savan barasata hai
savan barasata hai, savan barasata hai
tumse milne ko tumse milke bhi
tumse milne ko tumse milke bhi
ye dil tarasata hai, ye dil tarasata hai
savan barasata hai, savan barasata hai
aaya sawan, aaya sawan, aaya sawan, aaya sawan

taras taras gaye kitne baras yaha tab hai ye badal barse
badhati jaye man ki dhadakan dekh na pyasi nazar se
taras taras gaye kitne baras yaha tab hai ye badal barse
badhati jaye man ki dhadakan dekh na pyasi nazar se
pyar ki pyas bade jab bhi javani me
ji chahe jal jau barakha ke pani me
savan barasata hai, savan barasata hai
savan barasata hai, savan barasata hai
tumse milne ko tumse milke bhi
tumse milne ko tumse milke bhi
ye dil tarasata hai, ye dil tarasata hai
savan barasata hai, savan barasata hai
aaya sawan, aaya sawan, aaya sawan, aaya sawan
lyrics of song Saavan Barasataa Hai
Comments on song "Saavan Barasataa Hai"
aamershanu on Tuesday, August 21, 2012
Wah gee Wah,...great song!
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Shandar (1990)
Juhi Chawla, Mithun Chakraborty, Danny Denzongpa, Jagdeep, Kader Khan, Mandakini, Sumeet Sehgal, Meenakshi Seshadri, Shiva, Birbal, Mohan Choti, Saeed Jaffrey, Rajendra Nath, Asha Sharma, TanujaShandar at IMDB      Shandar at WikipediaShandar at YouTube     |    Shandar at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type