Video of this song from youtube
Advertisement
Sab Me Shamil Ho Magar Sabse Juda Rehti Ho - सब में शामिल हो मगर सबसे जुदा रहती हो
Lyrics of Sab Me Shamil Ho Magar Sabse Juda Rehti Ho - सब में शामिल हो मगर सबसे जुदा रहती हो
sab me shamil ho magar sabse juda rehti ho

sirf hamse nahi khud se bhi kafa lagti ho
sab me shamil ho magar
aankh uthati hai naa jhukati hai kisi ki khatir

sans chadhati hai naa rukati hai kisi ki khatir
jo kisi dar pe naa thehare woh hawa lagti ho

julf lehraye toh aanchal me chhupa leti ho

honth tharraye toh danto me daba leti ho
jo kabhi khul ke naa barse woh ghata lagti ho

jagi jagi najar aati ho naa soyi soyi
jagi jagi najar aati ho naa soyi soyi
tum jo ho apne khayalat me khoyi khoyi
kisi mayus musavvir ki duwa lagti ho

Comments on song "Sab Me Shamil Ho Magar Sabse Juda Rehti Ho"
diehardrafisaabfan on Thursday, June 20, 2013
Another great song fantastically sung by Rafi Saab. Fully agree with the
two previous comments. Long live the King!

Ishwar Rao on Tuesday, November 22, 2011
You are right, Rafi Sahab has sung all kind of songs enormously well. He is
unmatched

Bhartvir singh on Saturday, February 15, 2014
Its a great song
Its a great song
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement

Slow, fast, rocking, foot tapping, ghazal, qawali, you name it and the
Phenomon that is Rafi Saab will have a Gem in his treasure trove for you.