Video of this song from youtube
Sabhi Ko Khuda Ki Khudayi Ne Mara - सभी को खुदा की खुदाई ने मारा
Lyrics of Sabhi Ko Khuda Ki Khudayi Ne Mara - सभी को खुदा की खुदाई ने मारा
sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
mujhe yaar teri judayi ne mara
mujhe yaar teri judayi ne mara
judayi ne mara
sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
mujhe yaar teri judayi ne mara
mujhe yaar teri judayi ne mara

tu jane gazal hai tu jane wafa hai
tu jane gazal hai tu jane wafa hai
magar ye zamana bada bewafa hai
magar ye zamana bada bewafa hai
zamane ki is bewfayi ne mara
zamane ki is bewfayi ne mara
mujhe yaar teri judayi ne mara
mujhe yaar teri judayi ne mara
sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
mujhe yaar teri judayi ne mara
mujhe yaar teri judayi ne mara

mujhe raat din yu teri yaad aayi
teri yaad aayi
mujhe rat din yu teri yaad aayi
tere naam ki maine di hai duhayi
tere naam ki maine di hai duhayi
tere naam ki is duhayi ne mara
tere naam ki is duhayi ne mara
mujhe yaar teri judayi ne mara
mujhe yaar teri judayi ne mara
sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
mujhe yaar teri judayi ne mara
mujhe yaar teri judayi ne mara

mohabbat pe isne kayamat ye dhayi
mohabbat pe isne kayamat ye dhayi
haya is zamane ko hargiz na aayi
haya is zamane ko hargiz na aayi
zamane ki is behayai ne mara
zamane ki is behayai ne mara
mujhe yaar teri judayi ne mara
mujhe yaar teri judayi ne mara
sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
mujhe yaar teri judayi ne mara
mujhe yaar teri judayi ne mara
judayi ne mara
sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
mujhe yaar teri judayi ne mara
mujhe yaar teri judayi ne mara
lyrics of song Sabhi Ko Khuda Ki Khudayi Ne Mara
Comments on song "Sabhi Ko Khuda Ki Khudayi Ne Mara"
Aqib Shah on Thursday, April 26, 2012
SABHI KO KHUDA KI KHUDAYI NE MARA MUJHE SAHIB TERI JODAYI NE MAARA... I
LOVE YOU SAHIBA
apsarikhan on Sunday, January 13, 2013
Nice song...love this song, ,remind me of someone
Aasam Shahzad on Monday, July 02, 2012
realy its heart touching song just for me
mrssonikuri on Thursday, January 26, 2012
like this song , which movie is it from
wahaby2k on Friday, February 10, 2012
Very nice song, thanks for posting it.
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films