Video of this song from youtube
Advertisement
Saiya Jab Se Ladi Hai Tose Ankhiya - सैयां जब से लड़ी हैं तोसे अखियाँ
Lyrics of Saiya Jab Se Ladi Hai Tose Ankhiya - सैयां जब से लड़ी हैं तोसे अखियाँ
saiya jab se ladi hai tose akhiya
haye nindiya na aaye sari raat
nindiya na aaye sari raat
nindiya na aaye sari raat
saiya jab se ladi hai tose akhiya
haye nindiya na aaye sari raat
nindiya na aaye sari raat
nindiya na aaye sari raat

gair hai tu par apna laage
gair hai tu par apna laage
kunwari preet ka sapna laage
gair hai tu par apna laage
kunwari preet ka sapna laage
o matwale dil tere hawale
o matwale dil tere hawale
ho jab se ladi hai tose akhiya
haye nindiya na aaye sari raat
nindiya na aaye sari raat
nindiya na aaye sari raat

saans me khushbu ghulti jaye
saans me khushbu ghulti jaye
julf machal kar khulti jaye
saans me khushbu ghulti jaye
julf machal kar khulti jaye
rang naya hai are dhang naya hai
rang naya hai are dhang naya hai
ho jab se ladi hai tose akhiya
haye nindiya na aaye sari raat
nindiya na aaye sari raat
nindiya na aaye sari raat

aaj mai apne bas me nahi hu
aaj mai apne bas me nahi hu
paanv kahi hai aur main kahi hu
aaj mai apne bas me nahi hu
paanv kahi hai aur main kahi hu
man lehraye tan pighla jaye
man lehraye tan pighla jaye
ho jab se ladi hai tose akhiya
haye nindiya na aaye sari raat
nindiya na aaye sari raat
nindiya na aaye sari raat
lyrics of song Saiya Jab Se Ladi Hai Tose Ankhiya
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement