Video of this song from youtube
Saiyan Ke Sath Madhaiya Me Bada Maza Aaye Ladiya Me - सैया के साथ मढैया में, मढैया में
Lyrics of Saiyan Ke Sath Madhaiya Me Bada Maza Aaye Ladiya Me - सैया के साथ मढैया में, मढैया में
saiya ke sath madhaiya me, madhaiya me
bada maja aaye rajaiya me
saiya ke sath madhaiya me, madhaiya me
bada maja aaye rajaiya me
tut gayi chudi kalaiya me, kalaiya me
tut gayi chudi kalaiya me, kalaiya me
bada maja aaye rajaiya me
saiya ke sath madhaiya me, madhaiya me
bada maja aaye rajaiya me

mushkil se moka mere hath aaye
ha mushkil se moka mere hath aaye
kar ke bahana kahi dur jaye
bedardi kab se pada mere piche
baiya pakad ke jabardasti kiche
lapak japak ki ladiya me, ladiya me
bada maja aaye rajaiya me
saiya ke sath madhaiya me, madhaiya me
bada maja aaye rajaiya me

najuk badi hai jawani ki dori
mane na kehna bade jora jori
nas nas me masti chade haule haule
mausam suhana jiya mora dole
jab jugnu chamke talaiya me, talaiya me
bada maja aaye rajaiya me

saiya ke sath madhaiya me, madhaiya me
bada maja aaye rajaiya me
tut gayi chudi kalaiya me, kalaiya me
tut gayi chudi kalaiya me, kalaiya me
bada maja aaye rajaiya me
saiya ke sath madhaiya me, madhaiya me
bada maja aaye rajaiya me
ha bada maja aaye rajaiya me
bada maja aaye rajaiya me
lyrics of song Saiyan Ke Sath Madhaiya Me Bada Maza Aaye Ladiya Me
Comments on song "Saiyan Ke Sath Madhaiya Me Bada Maza Aaye Ladiya Me"
ximexime1000 on Friday, August 26, 2011
ella lo engaño burlando aquel lelolelo y el gordisss
shu012307 on Sunday, July 01, 2012
Can u plzzz upload the full movie..is really funny
Swades4ever on Tuesday, April 12, 2011
u should upload the whole film, it was very good.
Don Spartan on Wednesday, September 26, 2012
ranbir kapoor is a better dancer.
hetal pillai on Thursday, October 27, 2011
rishi kapoor.. a good dancer.
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films