Video of this song from youtube
Sajan Aao Man Ki Nagariya - साजन आओ आओ आओ
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Sajan Aao Man Ki Nagariya - साजन आओ आओ आओ
sajan aao aao aao
man ki nagariya basao
sajan aao aao aao
man ki nagariya basao
bali umariya me rog lagakar
bhul hame na jao
bali umariya me rog lagakar
bhul hame na jao
sajan aao aao aao
man ki nagariya basao

badal aaye kare kare
badal aaye kare kare
tum bin barse naina hamare
tum bin barse naina hamare
kab tak dekhu raah tihari
aur na ab tadpao
kab tak dekhu raah tihari
aur na ab tadpao
sajan aao aao aao
man ki nagariya basao

atriya pe aayo aayo mora saiya
atriya pe aayo aayo mora saiya
chain nahi aaye jiya gabraye
chain nahi aaye jiya gabraye
bairan ratiya kate na katti
man ko dheer bandhao
bairan ratiya kate na kat ti
man ko dheer bandao
sajan aao aao aao
man ki nagariya basao
lyrics of song Sajan Aao Man Ki Nagariya
Comments on song "Sajan Aao Man Ki Nagariya"
anmolfankaarsite on Saturday, June 29, 2013
wonderful share. Could you share these songs from the movie too:- 1.
maikashon yeh aragwani - zohrabai 2. bala jobanwa sambhala na jaaye -
shamshad, rafi 3. sajan se na sharmana - shamshad, zohra Thanks in advance.
Rajendra Bora on Saturday, June 29, 2013
Enjoyed. Thanks for the upload.
raagrang786 on Sunday, June 30, 2013
Nice melody thanks for sharing
anmolfankaarsite on Saturday, June 29, 2013
composer is Pandit Gobindram
hossshel on Wednesday, March 14, 2012
beautiful...
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films