Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Sajda Main Karu Pyaar Ka Sajda
4.29 - 7 votes
Vidya Balan, Shiney AhujaRock Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Sajda Main Karu Pyaar Ka Sajda - सजदा मैं करूँ प्यार का सजदा
maaf karein insaaf
karein rab ho na khafa
jaane jahaan se begaane
jahaan se abb main hoon juda
jaan liya hai maine maan liya hai
maine pyaar ko apna khuda
sajda main karun pyaar ka sajda
sajda main karun yaar ka sajda
sajda karun didaar ka sajda
sajda main karun pyaar ka sajda

har chaahat mannat si lage
mujhe duniya bhi jannat si lage
khwaabon mein bikhari jhalak se mila
main toh jamin palak se mila
hosh nahi hai abb hosh nahi
chaaya hai mujhpe nasha
sajda main karun pyaar ka sajda
sajda main karun yaar ka sajda
sajda karun didaar ka sajda
sajda main karun pyaar ka sajda

har afsaana nazar se bayaan
mere ehsaas tarang jawaan
aise jasbaaton se dil yeh mila
jaise viraano mein phool khila
saari fiza mein rava hai
rava meri dhadkano ki sada
sajda main karun pyaar ka sajda
sajda main karun yaar ka sajda
sajda karun didaar ka sajda
sajda main karun pyaar ka sajda

maaf karein insaaf karein
rab ho na khafa
jaane jahaan se begaane
jahaan se abb main hoon juda
jaan liya hai maine maan liya
hai maine pyaar ki apna khuda
sajda main karun pyaar ka sajda
sajda main karun yaar ka sajda
sajda karun didaar ka sajda sajda
main karun pyaar ka sajda

lyrics typed by : kavita golden
lyrics of song Sajda Main Karu Pyaar Ka Sajda
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Bhool Bhulaiyaa (2007)
Akshay Kumar, Vidya Balan, Shiney Ahuja, Amisha Patel, Paresh Rawal, Rajpal Yadav, Asrani, Manoj Joshi, Vikram Gokhale, Rasika Joshi, Vineeth, Tareena Patel, Kaveri JhaK K, M.G. Sreekumar, Neeraj Shridhar, Shaan, Shreya Ghoshal, Tulsi KumarSameerPritam ChakrabortyPriyadarshanBhushan Kumar, Kishan KumarBhool Bhulaiyaa at IMDB      Bhool Bhulaiyaa at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type