Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.50 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Sakht Hai Ishq Ki Rehguzar - सख्त हैं इश्क की रहगुजर
sakht hai ishq ki rahgujar
sakht hai ishq ki rahgujar
sakht hai ishq ki rahgujar
sakht hai ishq ki rahgujar
chalne wale, jara dekh kar
sakht hai ishq ki rahgujar
sakht hai ishq ki rahgujar

raah jan
raah jan, rahenuma humsafar
raah jan, rahenuma humsafar
alhafiz alnama alhazar
alhafiz alnama alhazar

tujhse badhkar hasin, hasin kaun hai
tujhse badhkar hansi kaun hai
kisko dekhu tujhe dekh kar
kisko dekhu tujhe dekh kar
kisko dekhu tujhe dekh kar
kisko dekhu tujhe dekh kar
kisko dekhu tujhe dekh kar
rahjano, rahjano lut na jana kahi
rahjano lut na jana kahi, kahi
maine dekhe hai kuch raahbar
maine dekhe hai kuch raahbar
maine dekhe hai kuch raahbar

ek nazar ke liye
ek nazar ke liye sari umar
ek nazar ke liye sari umar
ha umar bhar ke liye ek najar
umar bhar ke liye ek najar
umar bhar ke liye ek najar
aadmi aur tarke wafa wafa
aadmi aur tarke wafa
sharam kar na siha sharm kar
sharam kar na siha sharm kar
sharam kar na siha sharm kar
sharam kar na siha sharm kar

jab pukarega farz-e-wafa
jab pukarega farz-e-wafa
dekh lena hame daar par
dekh lena hame daar par
dekh lena hame daar par
kaarwa kis taraf hai zami
karwa karwa
karwa kis taraf hai zami
ab kaha hai mere humsafar
ab kaha hai mere humsafar
ab kaha hai mere humsafar
lyrics of song Sakht Hai Ishq Ki Rehguzar
Comments on song "Sakht Hai Ishq Ki Rehguzar"
mahakavi on Friday, November 19, 2010
@56riazali Shukriyah Janab, Shamim Sahab ne jab apne majmooey 'SHAMIM"
(1986) meiN yeh Ghazal shamil ki to issmeiN kuch tabdeeliyaN ki haiN.
'Aadmi aur tarke wafa' iss sheir ki jagah ' Eik shab neend aisi uRii - So
saka phir na maiN umr bhar' shamil kiya hai. "Jab pukareiga .. .. aur
(Maqta) KarvaN kis .. .. ki jagah par sirf yeh Maqta hai: Woh pukareiN to
humko Shamim* - Deikh leina hameiN daar par - Digar ghazalyaat meiN bhi
kuch tabdiliyaN nazar aati haiN. Mirza Jamal
Riaz Ali on Friday, November 19, 2010
tujh se barh kar haseen kaun hai kis ko dhekon, tujhe dekh kar. ek nazar ke
liye saari umr umr bhar ke liye ek nazar------wah kiya baat hai. husn;
latafat; nazakat-e-khayal-wah
saz9297 on Saturday, July 23, 2011
shamim saheb ki bahot hi umdah ghazal. begum akhter ne chaar chand laga
diya. is khoobsurat ghazal pesh karne ka shukriyah janab mirza saheb
mahakavi on Tuesday, July 26, 2011
@saz9297 Shukriya Zaheer Sahab.
Thabadcat on Thursday, May 30, 2013
lajawab..
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Bemisaal (Begum Akhtar) (1994)
Begum AkhtarShamim Jaipuri, Jigar Morarabadi, Ameer Meenai
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type