Video of this song from youtube
Samay Kaa Dariyaa Bahataa Jaae Jivan Ek Sangharsh Hai - समय का दरिया बहता जाये जीवन एक संघर्ष है
SingerKavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz
Music byLaxmikant Pyarelal
LyricistJaved Akhtar
ActorAnil Kapoor, Madhuri Dixit, Anupam Kher, Rakhee, Paresh Rawal
CategoryPhilosophical Songs
MovieJeevan Ek Sanghursh (1990)
Lyrics of Samay Kaa Dariyaa Bahataa Jaae Jivan Ek Sangharsh Hai - समय का दरिया बहता जाये जीवन एक संघर्ष है
samay ka dariya bahata jaye
samay ka dariya bahata jaye, bahte bahte kahta jaye
jivan ek sangharsh hai, jivan ek sangharsh hai

apni badnamiyo ke saye me, roz jita hu roz marta hu
tum mujhe bhul gayi ho, lekin mai tumhe ab bhi yaad karta hu
mai tumhe ab bhi yaad karta hu, dil kab tak ye sahta jaye

jinhe ek pal ko mai nahi bhula
pana chaha sada jinhe phir se
jinki yado ko pujta mai raha
paya aur kho diya unhe phir se
paya aur kho diya unhe phir se, aansu kyu na bahta jaye
jivan ek sangharsh, jivan ek sangharsh

is tarha jine pe majbur huye, jisko chaha usi se dur huye
humne pyar ke jo dekhe sapne, sare shishe ki tarha chur huye
chur huye, gam ka lawa bahta jaye

Comments on song "Samay Kaa Dariyaa Bahataa Jaae Jivan Ek Sangharsh Hai"
jattinm on Tuesday, August 16, 2011
It is a reality and true about relations in today's world.

KashIfchohan789 on Friday, September 02, 2011
Awsome song! But it's not the right video to the song!

MrRajkoemar on Saturday, November 13, 2010
@mohdazizsongs1 very good one. nice duet bye raj

Bhupinder Pujji on Saturday, October 16, 2010
VERY NICE THNKS BHUPINDER
VERY NICE THNKS BHUPINDER
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

have no words to describe level of this song,melody
,pain,music,voice,-simply a great songs.-How days degrade music director
singer never understand mean of music.A typical Indian Bollywood song which
directly comes from hart