Video of "Sambhal Ke Baitho, Chaand Hai Taare Bhi Hain" from YouTube
Sambhal Ke Baitho, Chaand Hai Taare Bhi Hain Video Thumbnail
Advertisement
Sambhal Ke Baitho, Chaand Hai Taare Bhi Hain - सम्भल के बैठो, चाँद है तारे भी हैं
Lyrics of Sambhal Ke Baitho, Chaand Hai Taare Bhi Hain - सम्भल के बैठो, चाँद है तारे भी हैं
sambhal ke baitho zaraa chhaanv me bahaaro ki
kahi nazar na lage tumko chaand-taaro ki

chaand hai taare bhi hai aur ye tanhaai hai
chaand hai taare bhi hai aur ye tanhaai hai
tumne kyaa dil ke jalane ki kasam khaai hai
chaand hai taare bhi hai aur ye tanhaai hai

is tarah dard-e-mohabbat kaa na ikraar karo
is tarah dard-e-mohabbat kaa na ikraar karo
ye to sarkaar mere pyaar ki rusavaai hai
tumne kyaa dil ke jalane ki kasam khaai hai
chaand hai taare bhi hai aur ye tanhaai hai

dhal chuki raat ye aanchal to hataa do rukh se
dhal chuki raat ye aanchal to hataa do rukh se
kislie chaand se chehre pe ghataa chhaayi hai

pyaar bhi kartaa hai shikve bhi kiyaa kartaa hai
pyaar bhi kartaa hai shikve bhi kiyaa kartaa hai
saari duniyaa se nirala meraa saudaai hai
tumne kyaa dil ke jalane ki kasam khaai hai
chaand hai taare bhi hai aur ye tanhaai hai
tumne kyaa dil ke jalane ki kasam khaai hai
chaand hai taare bhi hai aur ye tanhaai hai
lyrics of song Sambhal Ke Baitho, Chaand Hai Taare Bhi Hain
Poetic Translation - Lyrics of Sambhal Ke Baitho, Chaand Hai Taare Bhi Hain - सम्भल के बैठो, चाँद है तारे भी हैं
Rest now, beneath the bower of spring's embrace,
Lest the moon and stars should cast a jealous gaze.
The moon, the stars, and this lone night's despair,
The moon, the stars, and this lone night's despair,
Did you swear to set my heart ablaze?
The moon, the stars, and this lone night's despair.

Don't confess love's ache in such a way,
Don't confess love's ache in such a way,
For such words betray my love's pure sway.
Did you swear to set my heart ablaze?
The moon, the stars, and this lone night's despair.

The night descends, lift now the veil,
The night descends, lift now the veil,
Why do shadows shroud your moonlit trail?

Love it gives, and still, it finds to chide,
Love it gives, and still, it finds to chide,
My lover, a madman, set apart, defied.
Did you swear to set my heart ablaze?
The moon, the stars, and this lone night's despair.
Did you swear to set my heart ablaze?
The moon, the stars, and this lone night's despair.

Roop Lekha (1962) - Movie Details
Film CastMahipal, Vijaya Chaudhary, Sunder, Raj Adeeb, Shyam Sunder, Jeevankala, Amar SingerSuman Kalyanpur, Mohammed Rafi LyricistFarooq Qaiser Music ByNashad DirectorMohammad Hussain External LinksRoop Lekha at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement