Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Title Song
Video of this song from youtube
Lyrics of Sandesa Le Jana - संदेसा ले जाना
sandesa le jaana sandesa le jaana
sandesa le jaana sandesa le jaana
kehna unhe
deewaana hu main deedaar ka
sandesa le jaana sandesa le jaana
kehna unhe
deewaana hu main deedaar ka

naino se mile kya tere naina
milta hi nahi man ko chaina
nainon se mile kya tere naina
milta hi nahi man ko chaina
doori nahi mujhko sehna
unhi ke zulfo ki
chhaoo hai ban jaana
kehna unhe
deewaana hu main deedaar ka
sandesa le jaana sandesa le jaana
kehna unhe
deewaana hu main deedaar ka

chaaha jabse maine tumko
bhaaya phir nahi koi mujhko
chaaha jabse maine tumko
bhaaya phir nahi koi mujhko
dil ban gaya parwaana tera
mere hi sang jeekar
mere hi sang marna
kehna unhe
deewaana hu main deedaar ka
sandesa le jaana
sandesa le jaana kehna unhe
deewaana hu main deedaar ka
deewaana hu main deedaar ka

sandesa le jaana
deewaana hu main deedaar ka
sandesa le jaana
deewaana hu main deedaar ka
sandesa le jaana
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Sandesa - I (Ali Haider) (1993)
Ali HaiderAli HaiderAli Haider
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type