Video of this song from youtube
Sang Sang Rahenge Tumhare O Huzur (Sad) - संग संग रहेंगे तुम्हारे ओ हुजुर
Lyrics of Sang Sang Rahenge Tumhare O Huzur (Sad) - संग संग रहेंगे तुम्हारे ओ हुजुर
sang sang rahenge tumhare ji huzur
chanda se chakor bhala kaise rahe dur
sang sang rahenge tumhare ji huzur
chanda se chakor bhala kaise rahe dur
sang sang rahenge tumhare ji huzur

aisa lage pyar jaise kaante ki chuban
kare bekarar jaise dhimi si jalan
kabhi dikhlaye ye adhura sapna
kabhi ban jaye ye anokhi uljhan
dil me bhara ho jab pyar ka sarur
chanda se chakor bhala kaise rahe dur
sang sang rahenge tumhare ji huzur
chanda se chakor bhala kaise rahe dur
sang sang rahenge tumhare ji huzur

sang sang rahenge tumhare ji huzur
chanda se chakor bhala kaise rahe dur
sang sang rahenge tumhare ji huzur
chanda se chakor bhala kaise rahe dur
sang sang rahenge tumhare ji huzur
lyrics of song Sang Sang Rahenge Tumhare O Huzur (Sad)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films