Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Sant Log Farmay Gaye Ji Ish Jag Me Kalyug Aavega
3.00 - 4 votes
Mehmood
Video of this song from youtube
Lyrics of Sant Log Farmay Gaye Ji Ish Jag Me Kalyug Aavega - संत लोग फरमाये गये जी इस जग मे कलयुग आवेगा
sant log farmay gaye ji is jag me kalyug aavega
sant log farmay gaye ji is jag me kalyug aavega
do charo ke bich zamana apni tang adavega
sant log farmay gaye ji is jag me kalyug aavega

majnu ranjhe ved bawre gate rote
kidhar gaye gate rote kidhar gaye
majnu ranjhe ved bawre gate rote
kidhar gaye gate rote kidhar gaye
hey duniya ki jhuti rito ne inko mara gujar gaye
inko mara gujar gaye bhai kan lageke sun sako
to sun lo yahi sada hai aati jalim unchi hai diware duniya ki
ke hum na tod sake ke tum par chhod chale
zamana tod de ye diwar nahi to
tu bhi arey tu bhi sar chakaraye ga
sant log farmay gaye ji is jag me kalyug aavega
do charo ke bich zamana apni tang adavega
sant log farmay gaye ji is jag me kalyug aavega

hey akal ke dushman chhod zid ko
nahi jat koi chahat ki nahi jat koi chahat ki
arey yaha amiri bane fakiri ajab hai duniya ulfat ki
ajab hai duniya ulfat ki pyar me hum tum sab hi ek koi
nahi hai koi uncha nicha jo na samjhega use samjhavege
pyar ke dushman ko rah par lavege
kasam se tab chhod ege jalim
ko jab do dil arey do dil ek karavega
sant log farmay gaye ji is jag me kalyug aavega
do charo ke bich zamana apni tang adavega
sant log farmay gaye ji is jag me kalyug aavega
lyrics of song Sant Log Farmay Gaye Ji Ish Jag Me Kalyug Aavega
Comments on song "Sant Log Farmay Gaye Ji Ish Jag Me Kalyug Aavega"
Balwant Gurunay on Wednesday, June 23, 2010
Samaaj ke thekedaro ye geet sun lo aur kuch seekh Lo. Tumhari jaat paat, oonch neech sab tumhari banayi hui hai. Jab kisi ka accident ho jaye aur us ko khoon chaahiey to kia tum puchtey ho ki is khoon dene wale ka gotar, jaat paat, dharm kia hai. Agar tum in bachon ko gotar ya jaat paat ke naam pe maro ge tumhey Ram ji ki aisee maar parey gi ki kutey ki maut maro ge. Rajnetao tum bhi jago. Samaj ka disha nirdeshan karo na ki apney vote bank ko bachaney ke liye logo ko banto. Balwnt gurunay
Balwant Gurunay on Tuesday, June 22, 2010
This song is so true in context of khap panchayats of Haryana and their not
being checked by narrow minded politicians. Balwant Gurunay
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Daadi Maa (1966)
Ashok Kumar, Bina Roy, Rehman, Tanuja, Mumtaz, Shashikala, Durga Khote, Mehmood, Kashi Nath, Chand Usmani, Dileep Raj, Purnima, David, Praveen Paul, Mohan Choti, Paro, Kanhaiya Lal, Meenakshi, Mukri, Karan Devan, Janki Das, RandhirLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Asha Bhonsle, Manna Dey, Mehinder KapoorMajrooh SultanpuriRoshanL V PrasadL V PrasadDaadi Maa at IMDB      Daadi Maa at YouTube     |    Daadi Maa at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type