Video of this song from youtube
Advertisement
Sar O Deewar Pe Hasrat Ki Nazar (Ashiyana Lut Gaya) - दर-ओ-दिवार पे हसरत की नजर करते है
SingerShamshad Begum
Music byGovind Ram
LyricistRamesh Gupta
Actor
CategorySad Songs
MovieJeevan Nauka (1952)
Lyrics of Sar O Deewar Pe Hasrat Ki Nazar (Ashiyana Lut Gaya) - दर-ओ-दिवार पे हसरत की नजर करते है
dar-o-diwaar pe hasrat ki najar karte hai
khush raho ahal-e-watan
hum to safar karte hai
aashiyana lut gaya aur ho gaye barbaad hum
kya kare fariyaad hum, kisse kare fariyaad hum
hum yun hi tadpa karenge, kya na raahat paayenge
kya suhaane khwaab mere khwaab hi ban jaayenge

kab talak sehte rahe duniya ke hum julam-o-sitam
sari duniya be-raham hai
sari duniya be-raham
dur chal is matlabi duniya se ae dil dur chal

chhod de in julam ke bando ko inse dur chal
kab talak sehte rahe in jaalimo ke hum sitam

Comments on song "Sar O Deewar Pe Hasrat Ki Nazar (Ashiyana Lut Gaya)"
TheDeepakp on Tuesday, January 13, 2015
FILM: "JEEVAN NAUKA" = 1952.
CAST: B Saroja Devi, Indira Acharya, Baby Girija, Thikkurisi, Sukumaran
Nair, Sabestian Kunju Baghaathaar, Muthukullam Raghavan Pillai, SP Pillai,
Mathappan, Pankaj Valli and Jaanamma Jagthamma.
Singer: Asha Bhosle, Geeta Dutt, Manna Dey, Shamshad Begum
Lyricist: Bharat Vyas, Ramesh Gupta, M.G. Adeeb
Music Director: Shankar Rao Vyas, Govind Ram

rumahale on Wednesday, April 16, 2014
Listening for the first time, and, it impressed very much. Thank you for
the beautiful tribute.

رحمہ اطہر (Rehma) on Wednesday, April 16, 2014
heart touching song
heart touching song
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement

The best ever rendition of Shamshad Begum in the music world. She brought
it very close to the nature and she sketched the gloomy situation in
rendition of the words. She adjusted her voice to the tune and created an
atmosphere full of pathos and deprivation. This is the quality of high
caliber vocalists to ignite emotion of the listeners whatever situation is
narrated. Wonderful!. Congratulation for digging out this gem and also
sharing with us. Thanks