Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Raag Based Songs, Raga - Darbari
Video of this song from youtube
Lyrics of Sarfaroshi Ki Tamanna - सरफ़रोशी की तमन्ना
sarfaroshi ki tamanna ab humare dil me hai

dekhna hai jor kitna baaju-e-kaatil me hai

sakht raaho se gujar jayenge seena taankar
hum apna seena taankar

ahle dil hi jaante hai
jo maja mushkil me hai
dekhna hai jor kitna baaju-e-kaatil me hai
sarfaroshi ki tamanna ab humare dil me hai
sarfaroshi ki tamanna ab humare dil me hai

humsafar hai maut, faansi hai mera raasta
faansi mera raasta
humsafar hai maut, faansi hai mera raasta
ab humara jo kadam hai daamne manjil me hai
dekhna hai jor kitna baaju-e-kaatil me hai
sarfaroshi ki tamanna ab humare dil me hai
sarfaroshi ki tamanna ab humare dil me hai

waqt aane par zamane ko khabar ho jayegi
sabko khabar ho jayegi
waqt aane par zamane ko khabar ho jayegi
hum abhi se kya bataye
kya humare dil me hai
dekhna hai jor kitna baaju-e-kaatil me hai
sarfaroshi ki tamanna ab humare dil me hai
sarfaroshi ki tamanna ab humare dil me hai

aan par jab desh ki kurban ho jayenge hum
kurban ho jayenge hum
aan par jab desh ki kurban ho jayenge hum
ye sunoge tum humara
jikar har mehfil me hai
dekhna hai jor kitna baaju-e-kaatil me hai
sarfaroshi ki tamanna ab humare dil me hai
sarfaroshi ki tamanna ab humare dil me hai
sarfaroshi ki tamanna ab humare
lyrics of song Sarfaroshi Ki Tamanna
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Shaheed Bhagat Singh (2002)
Kavita Krishnamurthy, Roop Kumar Rathod, Harbhajan Mann, Mohammad Salamat, Sadhna Sargam, Sardool SikanderNaqsh LayalpuriJaidev Kumar
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type