Video of this song from youtube
Sath Ka Mard Solah Ki Janani - साठ का मर्द सोलह की जनानी
Lyrics of Sath Ka Mard Solah Ki Janani - साठ का मर्द सोलह की जनानी
sath ka mard solah ki janani huyi amma
sath ka mard solah ki janani huyi amma
bhude pe kaisi ho kaisi
bhude pe kaisi chadi jawani huyi amma
sath ka mard solah ki janani huyi amma
bhude pe kaisi chadi jawani huyi amma

iske chalan ka charcha haye haye kya bolu
shor hai kya ghar ghar ka haye haye kya bolu
iske chalan ka charcha haye haye kya bolu
shor hai kya ghar ghar ka haye haye kya bolu
dhal gayai ski aankh ka pani huyi amma
sath ka mard solah ki janani huyi amma
bhude pe kaisi chadi jawani huyi amma

bhudi kamar me dam nahi phir bhi dekho chhachhand
sina tane aadha khula aur aadha band
bhudi kamar me dam nahi phir bhi dekho chhachhand
sina tane aadha khula aur aadha band
dhalti umar itni mastani huyi amma
sath ka mard solah ki janani huyi amma
bhude pe kaisi chadi jawani huyi amma

mai dikhla du hath agar baya dehna
phir tu uth ke mang le pani to kahna
mai dikhla du hath agar baya dehna
phir tu uth ke mang le pani to kahna
yaad aa jaye tujhko teri nani huyi amma
sath ka mard solah ki janani huyi amma
bhude pe kaisi chadi jawani huyi amma
lyrics of song Sath Ka Mard Solah Ki Janani
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films