Video of this song from youtube
Lyrics of Satrah Baras Ki Chhokariya Pe Budde Ka Dil Aa Gaya - सत्रह बरस की रे छोकरिया पे बूढ़े का दिल आ गया
satrah baras ki o o satrah baras ki re chhokariya pe
ho budhe ka dil aa gaya
satrah baras ki re chhokariya pe budhe ka dil aa gaya
budha sathiya gaya budha sathiya gaya
rama ho rama teri duhai bura zamana aa gaya
budha sathiya gaya budha sathiya gaya

paniya bharan ko panghat pe jab ghunghat maine khola
paniharan mai bhi hu pyasa budha hans kar bola
paniya bharan ko panghat pe jab ghunghat maine khola
paniharan mai bhi hu pyasa budha hans kar bola
pani ke do ghunt hi pike wo masti me aa gaya
budha sathiya gaya budha sathiya gaya
rama ho rama teri duhai bura zamana aa gaya
budha sathiya gaya budha sathiya gaya

prem dagar pe dekh ke tujhko ho gaya mai diwana
sath mujhe le chal mujhko bhi prem nagar hai jana
prem dagar pe dekh ke tujhko ho gaya mai diwana
sath mujhe le chal mujhko bhi prem nagar hai jana
char kadam jo chala to phuli sans pasina aa gaya
budha sathiya gaya budha sathiya gaya
rama ho rama teri duhai bura zamana aa gaya
budha sathiya gaya budha sathiya gaya

sath baras me budhe par yu tut ke aai jawani
kisi jawan se mujhe lada ke dekh le meri rani
sath baras me budhe par yu tut ke aai jawani
are kisi jawan se mujhe bhida ke dekh le meri rani
bech ke ghar apna sone ka har mujhe pahna gaya
ha budha sathiya gaya budha sathiya gaya
satrah baras ki re chhokariya pe budhe ka dil aa gaya
budha sathiya gaya budha sathiya gaya
rama ho rama teri duhai bura zamana aa gaya
budha sathiya gaya budha sathiya gaya
lyrics of song Satrah Baras Ki Chhokariya Pe Budde Ka Dil Aa Gaya
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Ajanabee (1974)
Rajesh Khanna, Zeenat Aman, Yogita Bali, Madan Puri, Prem Chopra, Asrani, Jankidas, Chandrashekhar, Babban Yadav, Uma Dutt, Manmohan Krishan, Krishnakant, Raj Mehra, Asit Sen, Hari ShivdasaniAsha Bhosle, Kishore Kumar, Lata MangeshkarAnand BakshiR D BurmanShakti SamantaGirija SamantaAjanabee at IMDB      Ajanabee at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type