Video of this song from youtube
Sau Bar Janam Nahi Milta Milta Hai Ek Bar O - सौ बार जनम नहीं मिलता मिलता है एक बार ओ
Lyrics of Sau Bar Janam Nahi Milta Milta Hai Ek Bar O - सौ बार जनम नहीं मिलता मिलता है एक बार ओ
sau bar janam nahi milta milta hai ek bar o
sau baar janam nahi milta milta hai ek bar
rishte khun ke nahi banate baar baar
lut jaaye mit jaye kat jaaye insa rishto ke liye
kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra
kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra
sau baar janam nahi milta milta hai ek baar
rishte khun ke nahi banate bar bar
lut jaaye mit jaye kat jaye insaa rishto ke liye
kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra
kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra

aankh tisri khol de dushman ko ye bol de rudr rudr rudra
aankh tisri khol de dushman ko ye bol de
krodh ka ye tandav hai vo kaurav tu pandav hai
krodh ka ye tandav hai vo kaurav tu pandav hai
uda de, uda de, uda de dushmano ki nidra
ho kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra
kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra

zulm ko sehna zulm hai aaj tera ye dharm hai
zulm ko sehna zulm hai aaj tera ye dharm hai
tere rakt ka jo katil hai uski maut teri manzil hai
tere rakt ka jo katil hai uski maut teri manzil hai
vardan shankar ka hai naam tera rudra
kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra
kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra

sau bar janam nahi milta milta hai ek bar
rishte khun ke nahi banate bar bar
lut jaye mit jaye kat jaye insa rishto ke liye
kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra
kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra
kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra
kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra
lyrics of song Sau Bar Janam Nahi Milta Milta Hai Ek Bar O
Comments on song "Sau Bar Janam Nahi Milta Milta Hai Ek Bar O"
mohib haque on Monday, November 07, 2011
bish to bish bish hazzar bhi yek baap ko hara nahi saktey
AMIR BOSSMAN on Friday, February 25, 2011
omg this moviee made me cryyy ! 5 stars for this film !
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films