Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon

Video of this song from youtube
Average Rating : 4.00
Total Vote(s) : 2
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Sau Baar Kaha Aankho Ne - सौ बार कहा आँखों ने
sau baar kaha aanko ne yahi afsana
sau baar kaha aanko ne yahi afsana
dil jane tamanna dil jane tamanna
aapka hai deewana

mai teri jawa bahoon me chali aayi hoon
mai teri jawa bahoon me chali aayi hoon
tu mere hasi palko me khwab sajana
tu mere hasi palko me khwab sajana
dil jaane tamanna aapka hai deewana

ye phulo ki mahki mahki si angnai
ye phulo ki mahki mahki si angnai
dil chune lagi dil chune lagi
jharno ki madhur sehnaai lo
seekh liya mausam ne pyaar lutana
lo seekh liya mausam ne pyaar lutana
dil jaane tamanna aapka hai deewana

mai husn tera rango me sawaru kaise
mai teri hasi anko me niharu kaise
mai husn tera rango me sawaru kaise
mai teri hasi anko me niharu kaise
ye baat agar tu samjhe to samjhana
ye baat agar tu samjhe to samjhana
dil jaane tamanna aapka hai deewana

chaa jaye meri duniya pe khushi ka sawan
chaa jaye meri duniya pe khushi ka sawan
naa chute kabhi na na chute kabhi na
hatho se wafa ka daman
tu meri wafa ka raaz hai jane jana
tu tu meri wafa ka raaz hai jane jana
dil jaane tamanna aapka hai deewana
lyrics of song Sau Baar Kaha Aankho Ne
Comments on song "Sau Baar Kaha Aankho Ne"
saishaa1 on Monday, October 19, 2015
Thanks Rajiv for sharing such a lovely song. Was looking for that gem from
ages. Have u got more songs from same movie?
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Aayi Teri Yad (1980)
Hariharan, Bhupinder Singh, Penaz MasaniNaqsh LyallpurJaidevAayi Teri Yad at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type