Video of this song from youtube
Sau Jahan Lage Kam - सौ जहाँ लगे कम
thumb coming soon

3.00 - 1 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Sau Jahan Lage Kam - सौ जहाँ लगे कम
sau jaha lage kam
ho pyar apna bepanaah
ye na kabhi juda hum
ho aasmaan jhuke ye chahe
dhundhta tha kabse
na jaane main jannato ke raaste
aaye tum jameen pe mere hi waaste

sau jaha lage kam
ho pyar aapna bepanaah
ye na kabhi juda hum
ho aasmaan jhuke ye chahe
dhundta tha kabse
na jane main jannato ke raste
aaye tum jameen pe mere hi waste

kaynath saari jabtalak rahegi
dastan hamari tabtalak chalegi
kaynath saari jabtalak rahegi
dastan hamari tabtalak chalegi
dhoop dhoop chanke
teri julfo se jo gir rahi hai
saans saans banke
zindagi mein meri bhar rahi hai

baho mein aake teri
hai wo sukun humko mila
kaynaath saari jabtalak rahegi
dastan hamari tabtalak chalegi
kaynath saari jabtalak rahegi
dastan hamari tabtalak chalegi

sau jahan lage kam
ho pyar aapna bepanaah
ye na kabhi juda hum
aasmaan jhuke ye chahe
dhundta tha kabse
na jaane main jannaton ke raaste
aaye tum jameen pe mere hi waaste
lyrics of song Sau Jahan Lage Kam
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films