Video of this song from youtube
Sawalo Me Ye Kaisi Jindagi - सवालों में ये कैसी जिंदगी
SingerShreya Ghoshal
Music byAnkit Tiwari
LyricistSandeep Nath
Actor
Category
MovieSamrat & Co. (2014)
Lyrics of Sawalo Me Ye Kaisi Jindagi - सवालों में ये कैसी जिंदगी
sawalon me ye kaisi zindagi, guma hai guma
nazar ye kisko dhundhti, dhuan hai dhuan
phir kayi sargoshiya, kyun jalti hai tanhaiya
sawalo me ye kaisi zindagi, guma hai guma

uljhi ye na suljhi aur uljhi dasta hai
jiski na ho manzil ek aisa rasta hai

kyu har nazar me ek ajab si tishnagi hai
har sheh kyun achanak lag rahi ajnabi hai

nazar ye kisko dhundati, dhuan hai dhuan

Comments on song "Sawalo Me Ye Kaisi Jindagi"
Mohammed Akbar (malu) on Tuesday, May 27, 2014
Very niceeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee
Very niceeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Mesmerizing song n beautifully sung by shreya dii