Video of "Sawan Ki Raato Me Aisa Bhi Hota Hai" from YouTube
Advertisement
Sawan Ki Raato Me Aisa Bhi Hota Hai - सावन की रातों में ऐसा भी होता हैं
SingerTalat Mahmood, Lata Mangeshkar
Music bySalil Chowdhury
LyricistGulzar
CategoryRain Songs
MoviePrempatra (1962)
Lyrics of Sawan Ki Raato Me Aisa Bhi Hota Hai - सावन की रातों में ऐसा भी होता हैं
sawan ki raato me aisa bhi hota hain
raahi koi bhula hua tufano me khoya hua
raah pe aa jata hain
aisa bhi hota hain
sawan ki raato me aisa bhi hota hain
sawan ki raato me
raahi koi bhula hua tufano me khoya hua
raah pe aa jata hain
sawan ki raato me aisa bhi hota hain
sawan ki raato me
teri najar se ise dekh lu main
dil se mere tum ye mahsus kar lo
teri najar se ise dekh lu main
dil se mere tum ye mahsus kar lo
tufa ye mere dil se utha hain
chaho to tum apne daman me bhar lo
tufano me khoya hua ye raasta hain
sawan ki raato me aisa bhi hota hain
sawan ki raato me
hara hua tha andhero ka raahi
manjil se pahle hi nind aa rahi thi
tum dur lekar chale aaye
warna mere charaago se lau ja rahi thi
tere liye jeete hain hum dil janta hain
sawan ki raato me aisa bhi hota hain
sawan ki raato me
raahi koi bhula hua tufano me khoya hua
raah pe aa jata hain
sawan ki raato me aisa bhi hota hain
sawan ki raato me
raahi koi bhula hua tufano me khoya hua
raah pe aa jata hain
aisa bhi hota hain
sawan ki raato me aisa bhi hota hain
sawan ki raato me
raahi koi bhula hua tufano me khoya hua
raah pe aa jata hain
sawan ki raato me aisa bhi hota hain
sawan ki raato me
teri najar se ise dekh lu main
dil se mere tum ye mahsus kar lo
teri najar se ise dekh lu main
dil se mere tum ye mahsus kar lo
tufa ye mere dil se utha hain
chaho to tum apne daman me bhar lo
tufano me khoya hua ye raasta hain
sawan ki raato me aisa bhi hota hain
sawan ki raato me
hara hua tha andhero ka raahi
manjil se pahle hi nind aa rahi thi
tum dur lekar chale aaye
warna mere charaago se lau ja rahi thi
tere liye jeete hain hum dil janta hain
sawan ki raato me aisa bhi hota hain
sawan ki raato me
raahi koi bhula hua tufano me khoya hua
raah pe aa jata hain
sawan ki raato me aisa bhi hota hain
sawan ki raato me
Poetic Translation - Lyrics of Sawan Ki Raato Me Aisa Bhi Hota Hai - सावन की रातों में ऐसा भी होता हैं
In monsoon nights, such things unfold,
A traveler, lost in tempests, grown old,
Finds the path anew.
Such things occur.
In monsoon nights, such things unfold,
In monsoon nights,
A traveler, lost in tempests, grown old,
Finds the path anew.
In monsoon nights, such things unfold,
In monsoon nights.
Let me see it through your gaze,
Let your heart feel this with grace.
Let me see it through your gaze,
Let your heart feel this with grace.
This tempest rises from my soul,
If you wish, gather it in your embrace.
This path is lost in storms, a weary plight.
In monsoon nights, such things unfold,
In monsoon nights.
A traveler defeated by the dark,
Before the destination, sleep did mark,
Your presence drew me near,
Or my lamp's flame would depart.
For you, we live, the heart well knows,
In monsoon nights, such things unfold,
In monsoon nights.
A traveler, lost in tempests, grown old,
Finds the path anew.
In monsoon nights, such things unfold,
In monsoon nights.
A traveler, lost in tempests, grown old,
Finds the path anew.
Such things occur.
In monsoon nights, such things unfold,
In monsoon nights,
A traveler, lost in tempests, grown old,
Finds the path anew.
In monsoon nights, such things unfold,
In monsoon nights.
Let me see it through your gaze,
Let your heart feel this with grace.
Let me see it through your gaze,
Let your heart feel this with grace.
This tempest rises from my soul,
If you wish, gather it in your embrace.
This path is lost in storms, a weary plight.
In monsoon nights, such things unfold,
In monsoon nights.
A traveler defeated by the dark,
Before the destination, sleep did mark,
Your presence drew me near,
Or my lamp's flame would depart.
For you, we live, the heart well knows,
In monsoon nights, such things unfold,
In monsoon nights.
A traveler, lost in tempests, grown old,
Finds the path anew.
In monsoon nights, such things unfold,
In monsoon nights.
Prempatra (1962) - Movie Details
Film CastShashi Kapoor, Sadhana, Seema Deo, Chand Usmani, Rajendra Nath, Sudhir, Parveen Choudhary, Padma Devi, Laxmi, Sadhana Khote, Hiralal, Vishwas Kunte, Keshto Mukherjee, Satyen Kappu, Madhuri, Bela Bose, Sarita Devi, Raj Verma
SingerLata Mangeshkar, Mukesh, Talat Mahmood
LyricistRajendra Krishan, Gulzar
Music BySalil Chowdhary
DirectorBimal Roy
ProducerBimal Roy
External LinksPrempatra at IMDB
Movie at YTPrempatra at YT Prempatra at YT(2)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

