tumhe geeto me dhalunga, aa aa aa ha
tumhe geeto me dhalunga tumhe geeto me dhalunga
sawan ko aane do sawan ko aane do
tumhe geeto me dhalunga
sawan ko aane do sawan ko aane do oh
phulo ki honge ghataye, phulo ki honge bahare
sargam ke leke yeh bhavre, kaliyo ka ghungat uthare
sapne saja lunga
tumko tumhi hi se mai ek din chura lunga
sawan ko aane do sawan ko aane do
dekho yeh shaan hamari, ham hai pawan ke pujari
dharati ghagan ke milan ki, aarati hamne utari
ab mai na manunga, iss dil ke darpan me tumko sajalunga
sawan ko aane do sawan ko aane do
badal se sath rang barse, pyasa mann kaahe ko tarse
kehti hai barkha deewani, gore simat nahi dar se
apna bana lunga, dil me basa lunga, seene se lagalunga
sawan ko aane do sawan ko aane do
TUMHE GEETON ME DHAALOON GA,SAWAN KO AANE DO,JHOOLON KI HONGI QATAREN,PHULON KI HONGI BAHAREN,SARGAM KI LEH PE BHNWARE KALION KA GHUNGHAT UTARE,SAPNE JAGA LOON GA,TUM KO TUMHI SE ME IK DIN CHURA LOON GA SAWAN KO AANE DO,DEKHO YE SHAAN HAMARI,HAM HEN PAWAN KE PUJARI,DHARTI GAGAN KE MILAN KI AARTI HAM NE UTARI,AB ME NA MANOO-N-GA ISS DIL KE DARPAN ME TUM KO SAJA LOON GA,BADAL SE RAS RANG BARSE,PIYASA MAN KAAHE KO TARSE,KEHTI HE BRKHA KI BALI,GORI SIMT NHI DAR SE,APNA BNA LOON GA,SINE SE LGALUN GA,