Video of this song from youtube
Shab Ko Roz Jagaa Deta Hai - शब को रोज जगा देता है
Lyrics of Shab Ko Roz Jagaa Deta Hai - शब को रोज जगा देता है
shab ko roz jaga deta hai
shab ko roz jaga deta hai kaisi khawab saza deta hai
mujhe band kamre me rakh, mujhe band kamre me rakh
kyu tu pankh laga deta hai, kyu tu pankh laga deta hai
kyu tu pankh laga deta hai
shab ko roz jaga deta hai kaisi khawab saza deta hai

ruh me jab mai dhalna chahu, ruh me jab mai dhalna chahu
ruh me jab mai dhalna chahu, tu ek jism bana deta hai
tu ek jism bana deta hai
shab ko roz jaga deta hai kaisi khawab saza deta hai
shab ko roz jaga deta hai kaisi khawab saza deta hai
shab ko roz jaga deta hai kaisi khawab saza deta hai
shab ko roz jaga deta hai kaisi khawab saza deta hai
shab ko roz jaga deta hai

jab bhi puchu mai haal uska, jab bhi puchu mai haal uska
jab bhi puchu mai haal uska, jab bhi puchu mai haal uska
meri hi ghazal suna deta hai, meri hi ghazal suna deta hai
shab ko roz jaga deta hai



lyrics typed by : priya bhati
lyrics of song Shab Ko Roz Jagaa Deta Hai
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films