Video of this song from youtube
Shahrukh Bola Khoobsurat Hai Tu - शाहरुख़ बोला खुबसूरत हैं तू
SingerVasuda Sharma
Music byVasuda Sharma
LyricistMakrand Deshpande
Actor
CategoryTitle Song
MovieShahrukh Bola Khoobsurat Hai Tu (2010)
Lyrics of Shahrukh Bola Khoobsurat Hai Tu - शाहरुख़ बोला खुबसूरत हैं तू
sunder hona kya hai jan gayi mai
shahrukh bola khoobsurat hai tu
aur khoobsurat ho gayi mai
aur khoobsurat ho gayi mai
halki fan ki ab jaan ban gayi
baki kuch na bacha jaan tak chali gayi
janu na mai pehchanu na mai kya se kya ban gayi
madhuri aesh rani susmita
mujhe dekh te he chaker kha gayi
ha jindagi me pehali baar jinda hui mai
dil se mere puch lo mai jhut nahi bol rahi
sunder hona kya hai jan gayi mai
shahrukh bola khoobsurat hai tu
aur khoobsurat ho gayi mai
aur khoobsurat ho gayi mai
sharam nahi thi pata kasam kha rahi
najakat ho ya ho ada najar sikha gayi
school nahi gayi to kya khub pad chuki mai
sadak ki miss beautiful signal per khadi hu mai
ha rasate me pehali baar subha hoti dekhi
raat se puchlo mai jhut nahi bol rahi

Comments on song "Shahrukh Bola Khoobsurat Hai Tu"
Sanjana Matin on Monday, January 10, 2011
wat a song!!! shahrukh acted to khoobsurat hai movie lol i love it watched
the movie lol awesome movie :) love shahrukh khan
wat a song!!! shahrukh acted to khoobsurat hai movie lol i love it watched
the movie lol awesome movie :) love shahrukh khan
mrssrklove on Sunday, February 13, 2011
I LOVE SHAHRUKH KHAN HE IS DA BEST!!!!!!!!!!!♥♥
I LOVE SHAHRUKH KHAN HE IS DA BEST!!!!!!!!!!!♥♥
Freaky34047 on Saturday, November 27, 2010
wow srk looks incredibly handsome like always : )
wow srk looks incredibly handsome like always : )
Freaky34047 on Saturday, November 27, 2010
wow srk looks incredibly handsome like always : )
wow srk looks incredibly handsome like always : )
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

iiiii looooveeeeeeeee uuuu srk urr da bestttt omg cannnnnnnn wait fooorr dis movie <3 SHAHRUKH KHAN RULES !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!