Video of this song from youtube
Advertisement
Shanivaar Tak Wo Officer Rahta Hai - शनिवार तक वो ऑफिसर रहता है
Lyrics of Shanivaar Tak Wo Officer Rahta Hai - शनिवार तक वो ऑफिसर रहता है
shaniwar tak wo officer rahta hai
shaniwar tak wo officer rahta hai
sunday jab aata hai mard ourat ban jata hai
shaniwar tak wo officer rahta hai
shaniwar tak wo officer rahta hai
sunday jab aata hai mard ourat ban jata hai
ho dim dara dim dara dam dam
dim dara dim dara dam
ho dim dara dim dara dam dam
dim dara dim dara dam

hum dono rahte hai ghar mei hissedaro jaise
bari bari kaam gharelu kar lete hai aise
khana jaldi milta hai jab uski bari aati hai
mai to mard biwi meri puri ourat ban jati hai
shaniwar tak wo officer rahta hai
shaniwar tak wo officer rahta hai
sunday jab aata hai mard ourat ban jata hai
ho dim dara dim dara dam dam
dim dara dim dara dam
ho dim dara dim dara dam dam dam
dim dara dim dara dam

biwi uski kare noukri mard ko nahi gwara
pati hi kewal kaam kare to mushkil ghar ka gujara
jla na chulha jo kahte hai aaj upwas hamara
pyar se hi karte hai taslli aur nahi koi chara
shaniwar tak wo officer rahta hai
shaniwar tak wo officer rahta hai
sunday jab aata hai mard ourat ban jata hai
ho dim dara dim dara dam dam
dim dara dim dara dam
ho dim dara dim dara dam dam dam
dim dara dim dara dam
lyrics of song Shanivaar Tak Wo Officer Rahta Hai
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement