Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Ye Shapath Leta Hoo - ये शपथ लेता हूँ
mai ishvar ko sakshi mankar
ye shapath leta hoo
ke mai sada satya bolunga
nirbhay banunga sada dharm ke raste par chalunga
mai desh ki janta ki seva karunga
samvidha sanraksh palan ke anusar karunga
mai police vibhag ke padadhikariyo ka samman karunga
unke adesho ka palan karunga

shaitano ka hai ye jahan haiwano ki hai dastan
zulm hai har taraf zulm hai har taraf
ye hawa ban gayi hai zehar
aag se uth ta hai ye dhuan jal jayega ye gulsita
haiwano ka hai ye jahan haiwano ki hai dastan

jane hoga age kya kya kato ka hai ye rasta
na koi roke na koi toke choro ka hai ye kafila
tumne dekho kya diya tumne dekho kya liya
tumne dekho kya kiya bas tabah hi kar diya
aag se uthta hai ye dhuan jal jayega ye gulsita
haiwano ka hai ye jahan haiwano ki hai dastan

mai ishvar ko sakshi mankar
ye shapath leta hoo
ke mai sada satya bolunga
nirbhay banunga sada dharm ke raste par chalunga
mai desh ki janta ki seva karunga
sanvidha sanraksh palan ke anusar karunga
mai police vibhag ke padadhikariyo sanman karunga
unke adesho ka palan karunga

halat hogi kya praja ki khud lutega jo badshah
kab sochoge kab pahuchoge raho mei hai ye karva
naujawan jago zara kya bhala hai kya bura
khud karo ye faisala jag ja re jag ja
aag se uth ta hai ye dhuan jal jayega ye gulsita
shaitano ka hai ye jahan haiwano ki hai dastan
zulm hai har taraf ye hawa ban gayi hai zehar
aag se uth ta hai ye dhuan jal jayega ye gulsita

mai ishvar ko sakshi mankar
ke mai sada satya bolunga
nirbhay banunga sada dharm ke raste par chalunga
mai desh ki janta ki seva karunga
sanvidha sanraksh palan ke anusar karunga
mai police vibhag ke padadhikariyo sanman karunga
unke adesho ka palan karunga

shaitano ka hai ye jahan haiwano ki hai dastan
zulm hai har taraf ye hawa ban gayi hai zehar
aag se uth ta hai ye dhuan jal jayega ye gulsita
haiwano ka hai ye jahan haiwano ki hai dastan

jane hoga age kya kya kato ka hai ye rasta
na koi roke na koi toke choro ka hai ye kafila
tumne dekho kya diya tumne dekho kya liya
tumne dekho kya kiya bas tabah hi kar diya
aag se uth ta hai ye dhuan jal jayega ye gulsita
haiwano ka hai ye jahan haiwano ki hai dastan

mai ishvar ko sakshi mankar
ke mai sada satya bolunga
nirbhay banunga sada dharm ke raste par chalunga
mai desh ki janta ki seva karunga
sanvidha sanraksh palan ke anusar karunga
mai police vibhag ke padadhikariyo sanman karunga
unke adesho ka palan karunga

halat hogi kya praja ki khud lootega jo badshah
kab sochoge kab pahuchoge raho mein hai ye karvan
naujawan jago zara kya bhala hai kya bura
khud karo ye faisala jag ja re jag ja
aag se uth ta hai ye dhuan jal jayega ye gulsita
shaitano ka hai ye jahan haiwano ki hai dastan
zulm hai har taraf ye hawa ban gayi hai zehar
aag se uth ta hai ye dhuan jal jayega ye gulsita
lyrics of song Ye Shapath Leta Hoo
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Shiva (2006)
Mohit Alawat, Priyanka Kothari, Suchitra Pillai, Shereveer Vakil, Dilip Prabhawalkar, Sajid, Zakir Hussain, Raju Mavani, Nagesh Bhonsle, Pankaj Jha, Ninad Kamat, Ranvir Shorey, Dinesh Lamba, Upyendra Limaye, Sanjeev Wilson, Ganesh Mayekar, Vinod Jayawant, Ram, LaxmanIlaiyaraja, Ninad Kamat, Roop Kumar Rathod, Sadhana Sargam, Shreya Ghoshal, Shweta Pandit, Vijay YesudasNitin RaikwarIlaiyarajaRam Gopal VarmaRam Gopal VarmaShiva at IMDB      Shiva at WikipediaShiva at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type