Video of this song from youtube
Advertisement
Sharm Na Tujhako Chhod Ke - शरम ना तुझको छोड़ के मुझको
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Sharm Na Tujhako Chhod Ke - शरम ना तुझको छोड़ के मुझको
shram na tujhko chhod ke mujhko
shram na tujhko chhod ke mujhko
gair se ki mangni
shram na tujhko chhod ke mujhko
gair se ki mangni
tadpegi meri tarah tu bewafa sajni
tadpegi meri tarah tu bewafa sajni
tadpegi meri tarah tu bewafa sajni

na to vaade yaad hai tujhko
na wo pyar ki kasme ab wo
teri khaatir tod di maine
is duniya ki rasme sab
na to vaade yaad hai tujhko
na wo pyar ki kasme ab wo
teri khaatir tod di maine
is duniya ki rasme sab
shram na tujhko chhod ke mujhko
gair se ki mangni
shram na tujhko chhod ke mujhko
gair se ki mangni
tadpegi meri tarah sun bewafa sajni
tadpegi meri tarah sun bewafa sajni
tadpegi meri tarah sun bewafa sajni

din katte hai aahe bhar bhar
taare gin gin raat sanam
itni jaldi bhul gayi tu
pyar ki wo mulakat sanam
din katte hai aahe bhar bhar
taare gin gin raat sanam
itni jaldi bhul gayi tu
pyar ki wo mulakat sanam
shram na tujhko chhod ke mujhko
gair se ki mangni
shram na tujhko chhod ke mujhko
gair se ki mangni
tadpegi meri tarah tu bewafa sajni
tadpegi meri tarah tu bewafa sajni
tadpegi meri tarah tu bewafa sajni

mera pyar bhula kar
tune gair ka sath nibhaya hai
chhoda gayi tu mujhko tanha
tujhko taras na aaya hai
mera pyar bhula kar
tune gair ka sath nibhaya hai
chhoda gayi tu mujhko tanha
tujhko taras na aaya hai
shram na tujhko chhod ke mujhko
gair se ki mangni
shram na tujhko chhod ke mujhko
gair se ki mangni
tadpegi meri tarah tu bewafa sajni
tadpegi meri tarah tu bewafa sajni
tadpegi meri tarah tu bewafa sajni
tadpegi meri tarah tu bewafa sajni
tadpegi meri tarah tu bewafa sajni
tadpegi meri tarah tu bewafa sajni
lyrics of song Sharm Na Tujhako Chhod Ke
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement