Video of "Shehar Mein Lekin" from YouTube

Videos of this song are available at YouTube, however embedding of these videos is not available.
You can visit these YouTube links for videos of the song:

https://www.youtube.com/watch?v=NquOKiT1gs8

Advertisement
Shehar Mein Lekin - चलती साँसे, हँसते चेहरे
Lyrics of Shehar Mein Lekin - चलती साँसे, हँसते चेहरे
chalti saanse, hanste chehare
shehar to hain aabaad hamra
shehar me lekin chain kahan hain
aankho aankho ek kohara sa
palkon palkon koi dhuaa hain
shehar me lekin chain kahan hain
shehar me lekin chain kahan hain

haare thake bhaari kaandho par
bojh liye apne apne
saanso ki dori me sab ne
bandh rakhe hain kuchh sapne
din hain suhaane
shehar me lekin chain kahan hain
aankho aankho ek kohara sa
palkon palkon koi dhuaa hain

kise pata kitane kaalakqh hain
in jalte dipo ke niche
kise khabar kitne aansu
yaha ke ek hansi ke pichhe
baag saje hain bhara makaan hai
shehar me lekin chain kahan hain
aankho aankho ek kohara sa
palkon palkon koi dhuaa hain

nakli jhumle hi ki baate
chehro par haryaali hain
bhara pura ye shahar bhi yaaro
andar kitna khali hain
khushiyon ki har chij yahan hain
shehar me lekin chain kahan hain
chalti saanse, hanste chehare
shehar to hain aabaad hamra
shehar me lekin chain kahan hain
aankho aankho ek kohara sa
palkon palkon koi dhuaa hain
lyrics of song Shehar Mein Lekin
Poetic Translation - Lyrics of Shehar Mein Lekin - चलती साँसे, हँसते चेहरे
Breathing lives, smiling faces gleam,
Our city thrives, a vibrant dream.
But peace, alas, where can it be found?
A mist descends, in eyes profound,
A smoke that clings to every lid,
But peace, alas, where can it be hid?
But peace, alas, where can it be hid?

Weary shoulders, burdens borne,
Each carries weights, on life's long morn.
Bound by breath, a fragile thread,
Dreams are woven, in each head.
Days are fair, nights are young and free,
But peace, alas, where can it be?
A mist descends, in eyes profound,
A smoke that clings to every lid.

Who knows the soot that lies unseen,
Beneath the lamps that brightly gleam?
Who knows the tears, the hidden cost,
Behind the laughter, bravely crossed?
Gardens bloom, homes are grand and wide,
But peace, alas, where can it hide?
A mist descends, in eyes profound,
A smoke that clings to every lid.

Empty promises they speak,
On every face, a verdant streak.
This city, full, yet hollow deep,
Where lonely secrets softly sleep.
All joys abound, in every store,
But peace, alas, forevermore?
Breathing lives, smiling faces gleam,
Our city thrives, a vibrant dream.
But peace, alas, where can it be found?
A mist descends, in eyes profound,
A smoke that clings to every lid.

Lamha (Pankaj Udhas) (2000) - Movie Details
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement