Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.29 - 34 votes
Ghazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Sheher Dar Sheher - शहर दर शहर लिए फिरता हूँ तन्हाई को
shehar dar shehar liye phirta hu tanhai ko
shehar dar shehar liye phirta hu tanhai ko
kaun sa naam du main teri shanasayi ko
shehar dar shehar liye phirta hu tanhai ko

koi mehfil ho tera naam to aa jata hai
koi mehfil ho tera naam to aa jata hai
jaan kar saath laga rakha hain ruswai ko
jaan kar saath laga rakha hain ruswai ko

jis taraf jayiye hai khokhle lafzo ka hujum
jis taraf jayiye hai khokhle lafzo ka hujum
kaun samjhe yahan aawaz ki gahrai ko
kaun samjhe yahan aawaz ki gahrai ko
shehar dar shehar liye phirta hu tanhai ko

khoob waqif hu main duniya ke chalan se rashid
khoob waqif hu main duniya ke chalan se rashid
maine parwat nahin samjha hai raai ko
maine parwat nahin samjha hai raai ko
shehar dar shehar liye phirta hu tanhai ko
kaun sa naam du main teri shanasayi ko
shehar dar shehar liye phirta hu tanhai ko
lyrics of song Sheher Dar Sheher
Comments on song "Sheher Dar Sheher"
Soumen Bhattacharya on Sunday, July 15, 2012
Zakir must have performed on special request by Hariharan for a brand
promotion, this would be around 15 years old cassette , released as HAZIR.
This sort of accompaniment by Zakir in soft laggi two by two kaharba Taal
sound very cheap by GOD of Tabla, at least in Songs
abhiyj on Monday, September 27, 2010
tablaa. aayee haaayeee.maar daaloge zakir sahab. AApke baare
me kuch kahna mere bas k baat nahi.. jo aapke table me thirkan hai
wo..sirf mere kaano ki pardo ko nahi... meri rooh ko bhi chedti hai..
bhagwaan aaapki umra badhate jaye
manoj kulkarni on Sunday, October 07, 2012
Fantastic! .. Jis taraph Jayiye Hain Khokhalae Lafjon ka Hujoon , Kaun
Samjhe Yahan Awaajki Gehrayi Ko.. Aamaaazing... Khub Wakiph hun main duniya
ke chalan se rashid , Maine parbat nahi samha hain kabhi rayi ko.
Nagasundaram Ramamoorthy on Wednesday, December 12, 2012
Hariharan is good. He has brought Mehdi Hassan style ghazals. Typically
Urdu ghazals which are a bit different from the punjabi ghazals.
Amandeep Singh on Sunday, January 30, 2011
@camel04 That is your opinion and you have everything but in my view I
think tabla makes it more awesome.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Hazir (Hariharan) (1992)
HariharanShafi Hasan, Nusrat Badr, Ahmad FarazHariharan
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type