Video of this song from youtube
Shehnaiyaan Wajan Do - शेहनाईयाँ वजन दो
thumb coming soon

4.00 - 2 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Shehnaiyaan Wajan Do - शेहनाईयाँ वजन दो
ho.. ho..
ho ladka hai ready
aur ladki taiyaar hai
baj gayi hai shaadi wali bell
hua pyar hai
udd gaye kabootar
aaj wedding wali raat hai
dost sare naache
apne yaar ki baraat mein

haan ladka hai ready
aur ladki taiyaar hai
baj gayi hai shaadi wali bell
hua pyaar hai
udd gaye kabootar
aaj wedding wali raat hai
dost sare naache
apne yaar ki baraat mein
bhangra hai pauna
aur gidda lagana
jo nachna chahta hai
nachan do..

bajne do gaana
aur khaane do khana
jo dil chahta hai
woh hone do..
shehnaiyan wajan do
shehnaiyan wajan do
shehnaiyan wajan do
shehnaiyan wajan do

maaye ni maaye ranjha tera
ishq mein pai gaya jhalla
party karda ghumda phirda
jadon si yeh kallaa..
maaye ni maaye heer teriye
ishq mein pai gayi jhalli
aithe nachde othe nachde
hoke sare talli..

bhangra hai pauna
aur gidda lagana
jo nachna chahta hai
nachan do..
bajne do gaana
aur khaane do khana
jo dil chahta hai
woh hone do..

shehnaiyan wajan do
shehnaiyan wajan do
shehnaiyan wajan do
shehnaiyan wajan do
shehnaiyan wajan do.
lyrics of song Shehnaiyaan Wajan Do
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films