Video of this song from youtube
Advertisement
Shri Ramchandra Kripalu Bhajaman
Lyrics of Shri Ramchandra Kripalu Bhajaman
bolo ram jai jai ram
janam safal hoga bande
man me ram basa le

hey ram naam ke moti ko
sanso ki mala bana le

ram patit pawan karunakar
aur sada sukh data

saras suhawan ati manbhawan
ram se prit lagale

man me ram basa le
moh maya hai jhuta bandhan

tyag use tu prani
ram naam ki jyot jala kar

apna bhag jaga le
man mein ram basa le

ram bhajan me dub ke apni
nirmal kar le kaya

ram naam se prit laga ke
jivan par laga le
Comments on song "Shri Ramchandra Kripalu Bhajaman"
agam babbar on Tuesday, December 13, 2011
shanti shanti...
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement