Video of this song from youtube
Advertisement
Shukrana Gul Khile - शुकराना गुल खिले
thumb coming soon
Shukrana Gul Khile
3.00 - 1 votes
SingerMunir Ahmad Mir Music byAbhay Rustum Sopori LyricistBashir Arif Actor CategoryFolk Songs MovieShikara (2020)
Lyrics of Shukrana Gul Khile - शुकराना गुल खिले
tu hai ab jo baho mein karaar hai
rab ka shukrana saanso mein hai nasha
khumaar hai rab ka shukrana
tu hi ab mera deen hai imaan hai
rab ka shukrana mera kalma hai tu
azaan hai rab ka shukrana
rab ka shukrana tu mila to sab mila
ab kisi se kya gila tujhme simtu
ab mein bikhru teri baho mein
tu mila to sab mila ab kisi se kya gila

tujhme simtu ab mein bikhru
teri baho mein fana ho jao main
tu hi ab duniya meri jaha hai
rab ka shukrana khwaabo ki khayalo ki
udaan hai rab ka shukrana rab ka shukrana
tu hi ab mera deen hai imaan hai
rab ka shukrana mera kalma hai tu
azaan hai sab se ho jao pare
jo ishaara tu kare ab to rehna hai
tujhi mein gumshudaa hu main

sab se ho jaon parejo ishaara tu kare
ab to rehna hai tujhi mein gumshuda hu main
ho teri baho mein jazbo ka ab toh naya
rab ka shukrana naya rutba nayi shaan hai
rab ka shukrana tu hi ab mera deen hai
imaan hai rab ka shukrana mera kalma hai tu
azaan hai tu rab ka shukrana rab ka
rab ka rab ka shukrana
lyrics of song Shukrana Gul Khile
Shikara (2020) - Movie Details
SingerPapon, Shraddha Mishra, Shreya Ghoshal, Munir Ahmad Mir, Mika Singh, Kaushiki Chakraborty, Aadil KhanLyricistIrshad Kamil, Bashir Arif, Raqueeb AlamMusic BySandesh Shandilya, Abhay Rustum Sopori, Rohit KulkarniExternal LinksShikara at IMDB      Shikara at WikipediaYouTubeShikara at YT    
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement