Video of this song from youtube
So Jao - सो जाओ
SingerBashir Lone, Bashir Bhawani, Muzamil Bhawani, Mayukh Sarkar, Sourabh Joshi, Alaap Mazgaonkar
Music byVishal Bhardwaj
LyricistGulzar
Actor
Category
MovieHaider (2014)
Lyrics of So Jao - सो जाओ
are aao na ki jaan gayi, jahaan Gaya so jao
are aao na ke thak gayi hai Zindagi so jao
na shaam na savera, andhera hi andhera
na shaam na savera, andhera hi andhera
Hai rooh ka basera so jao, are aao na
chota na bada koi lamba hai na bona hai
kabaro ke dadab me lambi neend sona hai
chota na bada koi lamba hai na bona hai
kabaro ke dadab me lambi neend so na hai
na bistar hai na bori, na bhan na hi lori
farishto ki lori so jao
are aao na ki jaan gayi, jahaan Gaya so jao
are aao na ke thak gayi hai Zindagi so jao
are aao na

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films