Video of this song from youtube
Advertisement
Som Ho Mangal Ho Budh Guruvaar Ho - सोम हो मंगल हो बुध गुरुवार हो
Lyrics of Som Ho Mangal Ho Budh Guruvaar Ho - सोम हो मंगल हो बुध गुरुवार हो
som ho mangal ho budh gurvar ho som
ho mangal ho budh guruvar ho
shukr sanichar ho chahe ravivar ho tera mera mera tera
kahi na kahi milan mere yar ho
som ho mangal ho budh gurvar ho som
ho mangal ho budh guruvar ho
shukr sanichar ho chahe ravivar ho tera mera mera tera
kahi na kahi milan mere yar ho

theatar me jayenge somvar ko picture dikhayenge somvar ko
theatar me jayenge somvar ko picture dikhayenge somvar ko
mangal ko hum sare masti karenge
chupati jayenge sukarvar ko bitenge din aage kaise aage kaise
bitenge din bitenge kaise sun ne ko jiya bekarar ho
som ho mangal ho budh gurvar ho som
ho mangal ho budh gurvar ho
shukr sanichar ho chahe ravivar ho tera mera mera tera
kahi na kahi milan mere yar ho

hotal me jayenge guruvar ko khana khilayenge guruvar ko
hotal me jayenge guruvar ko khana khilayenge guruvar ko
bago me ghumenge hum shukarvar ko
disco me jayenge hum sanivar ko
chutti manayenge hum ravivar ko

humne bhar di mang teri doli na barati
saat dino me ban gaye hum tere sathi
sathi mere mujhko tera mujhko tera sathi mere
sari umar yahi intjar ho
som ho mangal ho budh gurvar ho som
ho mangal ho budh gurvar ho
shukr sanichar ho chahe ravivar ho tera mera mera tera
kahi na kahi milan mere yar ho
lyrics of song Som Ho Mangal Ho Budh Guruvaar Ho
Comments on song "Som Ho Mangal Ho Budh Guruvaar Ho"
Tomy Omran on Wednesday, July 06, 2011
thhhx for posting this for kimi :)
19kimifan on Tuesday, August 30, 2011
nice 1, thx
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement