Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Sone Se Jiven Ke Man Ki Kaliyo Ko Mahka Do Sai Baba
4.45 - 33 votes
Neetu SinghReligious Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Sone Se Jiven Ke Man Ki Kaliyo Ko Mahka Do Sai Baba - सुने से जीवन के मन की कलियों को महका दो साईं बाबा
sune se jivan ke man ki kaliyo ko mahka do
sai baba, o sai baba
duniya ne vish barsaya hai tum amrit barsa do
sai baba o sai baba, sai baba o sai baba

kaise bani suhagan sajan ke liye abhagan
kaise bani suhagan sajan ke liye abhagan
jiske bhagwan ruth gaye wo jaye kaha pujaran
kaisi bani suhagan, dulhan ke sindur ki raksha
dulhan ke sindur ki raksha tere hath hai baba
jai jai sai, jai jai sai, jai jai sai baba
o sai baba, sai baba o sai baba

jag hai dukho ka dera dam ghunt raha hai mera
jag hai dukho ka dera dam ghunt raha hai mera
duniya ke hai lakh sahare mujhko sahara tera
jag hai dukho ka dera
aasha aur vishwash ka bandhan
aasha aur vishwash ka bandhan tut na jaye baba
jai jai sai, jai jai sai, jai jai sai baba
o sai baba, sai baba o sai baba

jab jab tujhe pukara sai tune diya sahara
jab jab tujhe pukara sai tune diya sahara
bich bhawar me aan fansi hu tut gaya hai kinara
jab jab tujhe pukara, tere chran me shran mili hai
tere chran me shran mili hai, dukhiyaro ko baba
jai jai sai, jai jai sai, jai jai sai baba
o sai baba, sai baba o sai baba
sune se jivan ke man ki kaliyo ko mahka do
sai baba, o sai baba
duniya ne vish barsaya hai tum amrit barsa do
sai baba, o sai baba sai baba o sai baba
lyrics of song Sone Se Jiven Ke Man Ki Kaliyo Ko Mahka Do Sai Baba
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Ab Kya Hoga (1977)
Shatrughan Sinha, Neetu Singh, Asrani, Vinod Mehra, Moushmi Chatterjee, Bindu, Indrani Mukherjee, Komila Virak, Pinchoo Kapoor, Jankidas, Manmohan Krishan, Mac Mohan, Ranjeet, Tamanna, Aruna IraniAsha Bhosle, Mohammed Rafi, Shailendra SinghSawan Kumar TakUsha KhannaSawan Kumar TakSawan Kumar TakAb Kya Hoga at IMDB      Ab Kya Hoga at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type