Video of this song from youtube
Jhini Si Ye Subah - झीनी सी ये सुबह
thumb coming soon

3.00 - 1 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Jhini Si Ye Subah - झीनी सी ये सुबह
jhini jhini si yeh subah, dikhati hai teri aankhon mein

neend se jaage kitani soye yeh aankhen
gulaabi aasmaan sajate meri aankhon mein
jhini jhini si yeh subah, dikhati hai teri aankhon mein
jhini jhini si yeh subah, dikhati hai teri aankhon mein

juganu se jalate hai tere diye hai, rang yeh kitane saare
paniyo pe lehrate hai, bhigati shab ke taare
surmayi se lage roop nikhare huye
jhini jhini si yeh subah, dikhati hai teri aankhon mein
jhini jhini si yeh subah, dikhati hai teri aankhon mein

chupke chupke raat se chhupake ghar yeh aane laga hai
aas se bhige chaurbaro ko chhuke jaane laga hai
ugata suraj mujhe gungunaane laga
jhini jhini si yeh subah, dikhati hai teri aankhon mein
jhini jhini si yeh subah, dikhati hai teri aankhon mein
lyrics of song Jhini Si Ye Subah
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films