Video of this song from youtube
Subhan Allah - सुभान अल्ला
SingerAnupam Amod
Music byBobby, Imran
LyricistSayeed Quadri
ActorAli Fazal, Sapna Pabbi, Gurmeet Choudhary
CategoryRomantic Songs
MovieKhamoshiyan (2015)
Lyrics of Subhan Allah - सुभान अल्ला
tumhare liye ik shaam likh toh du
khali panno pe tera naam likh toh du
tumhare liye ik shaam likh toh du
khali panno pe tera naam likh toh du
teri khamoshiyo ko lafz apne pehle toh du
teri tasveer me kuch
rang apne pehle bhar toh du
subhan allah subhan allah
subhan allah subhan allah
dil ye mera toh musafir hai
kisi ek jagah pal bhar na ruke
par shayad tum tak aake
do pal ye chain ki saanse le
maana mera koi haq nahi tum par
main jaan ke ye gunaah kar bhi toh lu
subhan allah subhan allah
subhan allah subhan allah
aadhe se the sabhi khwaab mere
tere aane se ho gaye poore
sehme se in jazbaato ko
teri ha sunke hausle mil gaye
maana ye pal beet jayenge kal
is pal ko main jee bhar ke jee bhi toh lu
subhan allah subhan allah
subhan allah subhan allah
khali panno pe tera naam likh toh du
tumhare liye ik shaam likh toh du
khali panno pe tera naam likh toh du
teri khamoshiyo ko lafz apne pehle toh du
teri tasveer me kuch
rang apne pehle bhar toh du
subhan allah subhan allah
subhan allah subhan allah
dil ye mera toh musafir hai
kisi ek jagah pal bhar na ruke
par shayad tum tak aake
do pal ye chain ki saanse le
maana mera koi haq nahi tum par
main jaan ke ye gunaah kar bhi toh lu
subhan allah subhan allah
subhan allah subhan allah
aadhe se the sabhi khwaab mere
tere aane se ho gaye poore
sehme se in jazbaato ko
teri ha sunke hausle mil gaye
maana ye pal beet jayenge kal
is pal ko main jee bhar ke jee bhi toh lu
subhan allah subhan allah
subhan allah subhan allah
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

