Video of this song from youtube
Sun Mere Humsafar - सुन मेरे हमसफर
Lyrics of Sun Mere Humsafar - सुन मेरे हमसफर
sun zaalima mere saanu koi dar na
ki samjhega zamaana tu vi si kamli
main vi sa kamla ishqe da rog sayana
ishqe da rog sayana sun mere humsafar
kya tujhe itni si bhi khabar sun mere humsafar

kya tujhe itni si bhi khabar
ki teri saansein chalti jidhar
rahunga bas wahin umrr bhar
rahunga bas wahin umrr bhar, haaye
jitni haseen ye mulakatein hain
unse bhi pyari teri baatein hain
baaton mein teri jo kho jaate hain
aaun na hosh mein main kabhi

baahon mein hai teri zindagi, haaye
sun mere humsafar
kya tujhe itni si bhi khabar
zaalima tere ishq ch mai
ho gayi aa kamli haaye
main toh yun khada kis soch mein pada tha
kaise jee raha tha main deewana
chhup ke se aake tune dil mein samaa ke tune

chhed diya kaisa ye fasaana
o muskurana bhi tujhi se seekha hai
dil lagane ka tu hi tareeka hai
aitbaar bhi tujhi se hota hai
aaun na hosh mein main kabhi
baahon mein hai teri zindagi, haaye!
hai nahi tha pata
ke tujhe maan lunga khuda
ki teri galiyon mein iss qadar

aaunga ab har pehar sun mere humsafar
kya tujhe itni si bhi khabar
ki teri saansein chalti jidhar
rahunga bas wahin umrr bhar
rahunga bas wahin umrr bhar, haaye
zaalima tere ishq ch mai
lyrics of song Sun Mere Humsafar
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films