Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.93 - 15 votes
Romantic Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Sun Mere Rasiya Balam Man Basiya - सुन मेरे रसिया बलम मन बसिया
sun mere rasiya balam man basiya
jano na jano na jano dil tod ke
sara jag chhute sab kuchh lute
jaau na jaau na jaau tumhe chhod ke
sun mere rasiya balam man basiya
jano na jano na jano dil tod ke
sun mere rasiya

naino me rakhungi kajra bana ke
naino me rakhungi kajra bana ke
palko me rakhu tohe sapna bana ke
palko me rakhu tohe sapna bana ke
sada sang rahana dukh sukh sahana
jano na jano na jano dil tod ke
sara jag chhute sab kuchh lute
jaau na jaau na jaau tumhe chhod ke
sun mere rasiya balam man basiya
jano na jano na jano dil tod ke
sun mere rasiya

kadmo me tere piya sukh hain jahan ka
kadmo me tere piya sukh hain jahan ka
duniya me mol nahi teri muskan ka
duniya me mol nahi teri muskan ka
un par vaare chand sitare
jano na jano na jano dil tod ke
sara jag chhute sab kuchh lute
jaau na jaau na jaau tumhe chhod ke
sun mere rasiya balam man basiya
jano na jano na jano dil tod ke
sun mere rasiya
lyrics of song Sun Mere Rasiya Balam Man Basiya
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Ilzaam (1954)
Kishore Kumar, Meena Kumari, Jagdish Sethi, Meera Devi, Rafiq Anwar, ShammiAsha Bhosle, Kishore Kumar, Shamshad Begum, SundarRajindra KrishanMadan MohanR C Talwar, Rafiq AnwarRafiq AnwarIlzaam at IMDB      Ilzaam at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type