Video of this song from youtube
Sun Meri Shehzadi Sab Ki Ho Gayi Shadi - सुन मेरी शहजादी सबकी हो गयी शादी
Lyrics of Sun Meri Shehzadi Sab Ki Ho Gayi Shadi - सुन मेरी शहजादी सबकी हो गयी शादी
mera pyar karne ka to hai irada
magar kal karugi mai tumse ye wada
sun meri shahzadi sun meri shahzadi
arey sun meri shahzadi sabki ho gayi shadi
mai rah gaya kunwara mai rah gaya kunwara
mai rah gaya kunwara kyu
tere wade ne mara tere wade ne mara
tere wade ne mara tere wade ne mara
arey sun meri shahzadi sabki ho gayi shadi
mai rah gaya kunwara mai rah gaya kunwara
tere wade ne mara tere wade ne mara
tere wade ne mara tere wade ne mara

karte kal parso karte kal parso parso aur tarso
talam tol me teri bit gaye barso
talam tol me teri bit gaye barso
hasta hai sahar sara hasta hai sahar sara
mai rah gaya kunwara kyu
tere wade ne mara tere wade ne mara
tere wade ne mara tere wade ne mara
sun meri shahzadi sabki ho gayi shadi

yaar mere sare oye
yaar mere sare aish kare pyare
yaar mere sare aish kare pyare
hath me pakadke dil maine din gujare
hath me pakadke dil maine din gujare
mushkil hai ab gujara mushkil hai ab gujara
mai rah gaya kunwara kyu
tere wade ne mara tere wade ne mara
tere wade ne mara tere wade ne mara
sun meri shahzadi sabki ho gayi shadi

sun oo harjai oo sun ho harjai jo mai lu angadayi
arey sun oo harjai jo mai lu angadayi
ud jaye hawa me ye teri munni bai ye teri munni bai
jaise ude gubara jaise ude gubara rah jaye tu kunwara
rah jaye tu kunwara tere wade ne mara
rah jaye tu kunwara tere wade ne mara
sun meri shahzadi sabki ho gayi shadi
mai rah gaya kunwara kyu
tere wade ne mara tere wade ne mara
tere wade ne mara tere wade ne mara
lyrics of song Sun Meri Shehzadi Sab Ki Ho Gayi Shadi
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films