Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Religious Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Sun Radhika Dulari - सुन राधिका दुलारी
sun radhika dulari
sun radhika dulari main hu dwaar ka bhikhari
tore shyam ka pujari ek pida hai hamari
hame shyam na mila hame shyam na mila
sun radhika dulari
sun radhika dulari main hu dwaar ka bhikhari
tore shyam ka pujari ek pida hai hamari
hame shyam na mila hame shyam na mila

ham samjhe the kanha kahi kujan mein hoga
abhi to milan ka hamne sukh nahi bhoga
o sunake prem ki pribhasha
o sunke prem ki parbhasha man mein bandi thi jo aasha
aasha bhayi re nirasha jhutha de gaya dilasha
kisi gair na mila kisi ganv na mila
hame shyam na mila hame shyam na mila

o apna yaha jise kahe sab koi
uske liye main din raat roi o duniya se toda
nata sanware se joda usne aisa mukh moda
hame kahi ka na chhoda hamne man to diya
man ka daam na mila hame shyam na mila
hame shyam na mila hame shyam na mila

deta hai kanhai jise prem ki diksha
sab vidhi uski leta bhi hai pariksha
o kabhi nikat bulaye
o kabhi nikat bulaye kabhi duriya badhaye
kabhi hansaye rulaye chhaliya hath nahi aaye
hamne man to diya man daam na mila
hame shyam na mila hame shyam na mila

apna yaha jise kahe har koi
uske liye main bhi roya tu bhi roi
apna yaha jise kahe har koi
uske liye main bhi roya tu bhi roi
o neha duniya toda nata nithur se joda
usne aisa mukh moda hame kahi ka na chhoda
hame shyam na mila hame shyam na mila

sun radhika dulari main hu dwaar ka bhikhari
tore shyam ka pujari ek peeda hai hamari
hame shyam na mila hame shyam na mila
hame shyam na mila hame shyam na mila
lyrics of song Sun Radhika Dulari
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Pyar Ka Sawan (1991)
Arun Govil, Debashree Roy, Sadhana Singh, Anup Jalota, Pradeep Kumar, Kumud Bole, Ram Mohan, Goga Kapoor, Suresh Chawla, Dhanraj, Raju Shetty, Kapil Sharma, Master Deepak Soni, Baba PagaldasK J Yesudas, Aarti Mukherji, Hemlata, Anup Jalota, Askaranjee, Hariharan, Dilraj Kaur, Ravindra JainRavindra Jain, Kiran MishraRavindra JainKanak MishraKanak MishraPyar Ka Sawan at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type