Video of this song from youtube
Advertisement
Sun Re Bawre Ghar Wali Bin Suna Hai Sansar - सुन रे बावरे सुन रे बावरे
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Sun Re Bawre Ghar Wali Bin Suna Hai Sansar - सुन रे बावरे सुन रे बावरे
sun re bawre sun re bawre
ghar wali bin suna hai sansar
sun re bawre sun re bawre
ghar wali bin suna hai sansar
baware suna hai sansar
ghar ki shobha ghar wali hai
ghar ki shobha ghar wali hai
ghar wali hi deewali hai
ghar wali hi deewali hai
ghar ki shobha ghar wali hai
ghar wali hi deewali hai

man ki bagiya haryali hai
man ki bagiya haryali hai
rahta ghar gunjal bawale
rahta ghar gunjal bawale
rahta ghar gunjal bawale
sun re bawre sun re bawre
ghar wali bin suna hai sansar
baware suna hai sansar

bin sajani ghar bhut ka dera
bin sajani ghar bhut ka dera
rog shauk mein koi na tera
andhiyari mein wahi ujela
andhiyari mein wahi ujela
andhiyari mein wahi ujela
ghar wali bin jina hai dushawar
baware jina hai dushawar
sun re bawre sun re bawre
ghar wali bin suna hai sansar
baware suna hai sansar

lyrics of song Sun Re Bawre Ghar Wali Bin Suna Hai Sansar
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement