Video of this song from youtube
Sundar Sundar Mausam Mausam - सुंदर सुंदर मौसम मौसम
Singer Music by Lyricist Actor CategoryPop Songs Movie
Lyrics of Sundar Sundar Mausam Mausam - सुंदर सुंदर मौसम मौसम
sundar sundar mausam mausam
sundar sundar mausam mausam
bhiga bhiga hain ye tan man
koi mujhe apni baho me le ke
chume chahe pyar kare
chahku bahku lahku jhumu
chahku bahku lahku jhumu
ha chahku bahku lahku jhumu
naahcu gaau ko jaau
koi mujhe apni baho me le ke
chume chahe pyaar kare
sundar sundar mausam mausam
bhiga bhiga hain ye tan man

sundar sundar mausam mausam
bhiga bhiga hain ye tan man
kali phul banane ko aatul
bahut machalta hain uska man
san san san san karta hai ye man
aag se jalta mera ye badan
aao pritam paas to aao
khushiyo ki barat to laao

sundar sundar mausam mausam
bhiga bhiga hain ye tan man
bhaunra karta hain bhun bhun bhun bhun
kaliya baithi hain ban than ban than

sundar sundar mausam mausam
bhiga bhiga hain ye tan man
kali phul banane ko aatul
bahut machalta hain uska man
san san san san karta hai ye man
aag se jalta mera ye badan
aao pritam paas to aao
khushiyo ki barat to laao

sundar sundar mausam mausam
bhiga bhiga hain ye tan man
log kahe ye kaisa hain rang dhang
main to maangu piya ki sang
sundar sundar mausam mausam
bhiga bhiga hain ye tan man
log kahe ye kaisa hain rang dhang
main to maangu piya ki sang

sundar sundar mausam mausam
bhiga bhiga hain ye tan man
sundar sundar mausam mausam
bhiga bhiga hain ye tan man
log kahe ye kaisa hain rang dhang
main to maangu piya ki sang
lyrics of song Sundar Sundar Mausam Mausam
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films