Video of this song from youtube
Advertisement
Suno Meri Baat Suno - सुनो मेरी बात सुनो
Lyrics of Suno Meri Baat Suno - सुनो मेरी बात सुनो
suno meri baat suno, chhota hain muh baat badi

jaane na jaane koi aurat ki jaat badi

maano ha maano badi veer hain naari
aa maano ha maano badi veer hain naari
mushkil jo pade banti hain o dhaal tumhaari

baat ye dil se kahi, par na jhuth maano kabhi
mard jo bhaag gaye, aurat ki jaat ladi

jabhi kabhi desh ko aa pade jarurat
talwaar leke aati hai madaan me aurat
jabhi kabhi desh ko aa pade jarurat
talwaar leke aati hai madaan me aurat
kabhi na pichhe rahe, jo pade mushkil wo sahe
dhun ki hain pakki badi jo rahegi vo kaise khadi

ek hain jaan magar gam hajaar hain
kaante bhi uske waaste kaliyo ke haar hain

dukh me kabhi haare nahi, na mile sahaare kahi
isi liye main ye kahu aurat ki jaat badi

Comments on song "Suno Meri Baat Suno"
Sandanadurai R on Wednesday, December 09, 2015
Hello Javed
This is also a dubbed movie song from Tamil film : Neela Malai Thirudan.
This movie too has many good songs. If possible, try to upload the other
available Hindi Songs.
The Tamil version of this song was sung by JIKKI very well: Konjum Mozhi
Pengalukku...

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement

Film cast: Anjali Devi, Ranjan, E V Saroja, M K Radha, Baliah
Singer: Lata Mangeshkar, Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist: Hargovind
Music Director: R Sudarsanam
Film Director: M A Thirumugam