Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Suno Na Dil Kya Kehta Hain - सुनो ना दिल क्या कहता है
suno na suno na dil kya kehta hain
suno na suno na dil kya kehta hain
suno na suno na dil jo kehta hain
deewane ham bhi deewane tum bhi
dono kare khul ke pyaar o mere yaar
suno na suno na dil kya kehta hain
kaho na kaho na dil jo kehta hain
deewane ham bhi deewane tum bhi
donon kare khul ke pyaar o mere yaar
suno na suno na dil kya kehta hain

yahi to umar hain kaha pe nazar hain
hamein dekho tum baar baar
jawani ke din hain jawani ki raaten ye hota nahi baar baar
jawaan dhadkanein bhi yahi chahatein hai
ke ham tum milein bas milein
na tum kuchh socho na hum kuchh bhi soche
jahaan dil kahen ham chalen
chalo na chalo na achha mauka hain
ho suno na suno na dil kya kehta hain

mere paas tum ho toh dil keh raha hain
ke aise mohabbat karein
mohabbat mein jaage mohabbat mein soye
mohabbat mein jiye marein
tumhari ye baatein kyon behka rahi hain
ke dil pe huaan kuchh asar
behak na main jaaun kahi hadh se jyaada
ke jaane do lagta hain darr
daro na daro na dil ye darta hain
suno na suno na dil kya kehta hain
deewane ham bhi deewane tum bhi
donon kare khul ke pyaar o mere yaar
suno na suno na dil kya kehta hain
kaho na kaho na dil jo kehta hain
tumpe marta hai yeh dil tumpe marta hain
lyrics of song Suno Na Dil Kya Kehta Hain
Comments on song "Suno Na Dil Kya Kehta Hain"
MELnSRK on Saturday, March 20, 2010
i was lookin 4 this song everywhere ahhhhhhhhhhh i love this song
mjokz007 on Sunday, December 13, 2009
Love Ke Chakar Main Movie hai bari pyari movie hai
alimasroor13 on Saturday, March 07, 2009
wesay yeh Kiss Film ka song hai ??
madeon90 on Monday, January 26, 2009
namtha is slim in this song
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Love Ke Chakkar Mein (2006)
Rishi Kapoor, Shoma Anand, Satish Shah, Parmita Katkar, Akshat Bhatia, Namita, Shashi Kiran, Rohit Chopra, Yogesh Kotak, Rashmi SharmaAlka Yagnik, Farhad Bhiwandiwala, Sadhana Sargam, Shaan, Sonu Nigam, Sunidhi ChauhanDev Kohli, Praveen BhardwajAnand Raj Anand, Nikhil, Vinay, Dabboo MalikB H Tharun KumarDev GarodiaLove Ke Chakkar Mein at IMDB      Love Ke Chakkar Mein at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type