Video of this song from youtube
Advertisement
Suno To Nana Dekho To - सुनो तो नाना देखो तो
Lyrics of Suno To Nana Dekho To - सुनो तो नाना देखो तो
suno to na na na na na dekho to na na na na na
ruko na na na na na na ruko ruko maf karo ho baba maf karo
maf karo ho baba maf karo aisa bhi kya gussa man saf karo
maf karo ho baba maf karo maf karo ho baba maf karo
aisa bhi kya pyar insaf karo maf karo ho baba maf karo
maf karo ho baba maf karo

roz naya roop tera roz naya rang
mai to aa gayi re tang bahrupiye
roz naya roop tera roz naya rang
mai to aa gayi re tang bahrupiye
aaj koi desh kal or koi bhesh mere dil me lagi thesh bahrupiye
bol mujhe tang tune kiya ke nahi kiya kiya
maf karo ho baba maf karo maf karo ho baba maf karo
aisa bhi kya pyar insaf karo maf karo ho baby maf karo
maf karo ho baby maf karo

nind hai na chain mile jabse mere
nain raha ye dil bechain teri yad me
nind hai na chain mile jabse mere
nain raha ye dil bechain teri yad me
dil se nikal mat mera khyal ho bura hai mera hal teri yad me
pyar tere sang maine kiya ke nahi kiya kiya
maf karo ho baby maf karo maf karo ho baba maf karo
aisa bhi kya pyar insaf karo maf karo ho baba maf karo
maf karo ho baba maf karo aisa bhi kya gussa man saf karo
maf karo ho baby maf karo maf karo ho baba maf karo
lyrics of song Suno To Nana Dekho To
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement