Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soonReligious Songs

Video of this song from youtube
Average Rating : 4.38
Total Vote(s) : 60
New Voting has been disabled for some time.


Lyrics of Sur Ki Gati Main Kya Janu - सुर की गति मैं क्या जानूं
sur ki gati main kya janu
ek bhajan karna janu
sur ki gati main kya janu
ek bhajan karna janu

arth bhajan ka bhi ati gehra
usko bhi main kya janu
arth bhajan ka bhi ati gehra
usko bhi main kya janu
prabhu prabhu prabhu karna janu
prabhu prabhu prabhu karna janu
naina jal bharna janu
sur ki gati main kya janu

gun gaye, gun gaye
prabhu nyay na chhode
fir kyon tum gun gaate ho
fir kyon tum gun gaate ho
main bola main prem deewana
main bola main prem deewana
itni baaten kya janu
sur ki gati main kya janu
ek bhajan karna janu
sur ki gati main kya janu
lyrics of song Sur Ki Gati Main Kya Janu
Comments on song "Sur Ki Gati Main Kya Janu"
mastkalandr on Sunday, November 03, 2013
Mature hone par soch dadal jati hai,sochne ka nazariya badalta hai umar ke
sath, chintan karne ki drashti ,kabiliyat mein izafa hota rahta hai. Ruhane
nagme ko sajha karne ke liye shukriya janab ! Pls. seach as Is channel me
kai bhajan hai..lutf lijiye aur khush rahiye. soun to sapne..kabirdas-sufi
singer aulia abida parveen- عابده پروین . ud jayega hans akela..kabir
das-kumar gandharva-sant kabir sunta hai guru gyani gyaani..Kabirdas -
Kumar Gandharva - Maestro's choice..a tribute
mastkalandr on Sunday, November 03, 2013
Sur ki gati main kya janu , ek bhagan karna janu . arth bhagan ka ati gehra
, usko bhi mein kya janu . prabhu prabhu karna janu naina jal bharna janu
sur ki gati.. gun gaye ..gun gaye , prabhu nyay na chhode. fir kyon gun
gaate ho.. main bola main prem deewana, itni baaten kya janu , sur ki gati
.. Thanks for sharing my favorite bhajan..
mastkalandr on Sunday, November 03, 2013
Sahi farmaya aapne, Mujhe is bhajane ne kafi prabhavit kiya hai aur mein
nitya gungunate hue lutf leta hoon .. Try, you will get eternal peace..
Happy deepavali to you and your family.
mastkalandr on Saturday, April 23, 2011
@chamannigam ..You are welcome dear friend..school ke dinon main bhule
bisare geeton ke program main suna karta tha ye bhajan ..ab YT par upload
kar aap sab ko suna kar khush hun..
mastkalandr on Monday, May 09, 2011
@anjalij123 . Thanks for sharing infro. .main bola main prem deewana itni
baaten kya janu Sur ki gati main kya janu ek bhagan karna janu... GOD bless
you ..
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Aarti And Bhajan
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type